Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    wo ye hai k agar hum apna target set karlaite hain to hum usi mai stuck or bound hojate hain hu knowledge kay through forex trading kay bary ma expereince hasil kar sakty hain business main buhat acha hay.tab to us ko is business main bari trade kerna cahiya.or ager us ka knowledge zayada nahi hay.to us ko kabhi bari trade ka risk nahi layna cahiya..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g haan traders ko apny experience k mutabik earning karni cahiye and jab wo apny experience sai zyda trading kary gay ya is sai earning kary gay to ap ko is main loss ho ga and is main ap achi trading nahi kar saky gay and is main achy trader nahi ban saky gya
      • #48 Collapse

        successful trader banne k leye hamaray pass strong experience or knowledge ka hona buhut zarori hota hay.jitna zyada hamaray pass experience hoga otna zyada ham profit kama saktay hay.experience kamyabi ki zamanat hay.
        • #49 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
          Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
          Members your comments are most welcome :D:cool:
          Bohat achi maloomat di ap nay yaha, hota aksar yehi hay ke trader apni ability say ziada hi target set kar layta hay aur us k baad wo achieve nahi kar pata, lakin is ka yeh matlab nahi hay k har trader apna daily target achieve kar layta hay, agar achieve na kar paye to next day try karay.
          • #50 Collapse

            jee bilkol trader a jatnna zayda experince ho ga wo utna he zayda forex tarding main agy jaye ga yani forex tarding main earning kere ga zayda sy zayda is lie hardworking ko na chore
            • #51 Collapse

              ap k pas agar trading karne ka experiance hai to ap asaani se successfull ban saktay hain aur humesha apko apnay experiance k mutabik profit earn karna chaheye aur usi ko dill se accept karna chaheye agar ap us se agay barhnay ki khuahish karengay to ap greed ka shikar ho jayengay jo ap kay liye acha nahi hai
              • #52 Collapse

                jee han bilkul karni chaiye trader ko apne exprience ke mutabik earning par kabhi kabhi to aisi zabrdast trade lag jati hai ke woh apko apke expreince se zada profit de jati hai yeh business me aap earning bhot achi kar saktey ho bus hard work or exprience ho
                   
                • #53 Collapse

                  I agree with u. Aik new trader zyada profit and lalach kai chakar mai shortcuts apnata hai and ghalat orders laga deta hai jis ki waja sai woh kaafi loss kar deta hai. And phir forex sai mayoos ho jata hai. Is liyai shuroo mai hamai apna daily target kam rakhna chaiyai takai lalach na ho.
                  • #54 Collapse

                    yes...ap shi kah rhy ho...mery khyal se is forum mein wohi earning better kar sakta hai jo apny experience k mutabiq kam karta hai. humen apny skills ko use karna chahye.
                    • #55 Collapse

                      yes yar aap ki baat sahe ha hum ko cheay ha hum ko forex trading ka jetana expreience ha us ka mutabic eraning karne cheay na ka zurrt se zyda.
                      • #56 Collapse

                        ji aap ne bilkul sahi kaha apne apni baat ko bohat detail di hai is ke liye shukria, har trader ko experienced ho ke trading karni chahie take jab woh trade kare aur jitne profit ki soch ho to woh kamale.
                         
                        FOREX PAK FORUM FOREVER
                        • #57 Collapse

                          mere khyal men agar trader apny tajerba se hat trading krni chahiye kun k es se trader k tajerba men mazeed ezafa hota he or buht kuch seekhny or seekhany ko milta he.
                           
                          • #58 Collapse

                            asal mai sub kuch experience per depent ker ta hai agar app na demo mai thek say apne trading ke practice ke hai tu merey hesab say ap kafe ahe knowledge mile hoge jes say app baad mai kafe ache real trading ker sakay gan.
                            • #59 Collapse

                              bhai aap sahi keh rahein hain hamein aur experience hasil karna chahie hai aur us ke sath knowledge bhi hasil karni chahie take jab trading pe ayein to aur koi problem nahi ho.
                                 
                              FOREX PAK FORUM FOREVER
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                g han aap sahi keh rahe hain sub traders ko experience ke mutabik earning kerni chahiye aur ager sub traders zeyada money earn kerna chahte hain to un ko zeyada experience aur knowledge hasil kerni hogi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X