Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    dear aap ne forex terms ko achhi tra explain kiya ha ore bi boht si aesi terms han jo forex me use ki jaati han jin ka hum jesay new trader ko pta hi nai ha jis ki weja se hum analysis ko achhi tra semej nai sektay .ore humain market ka bi pta nai c
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      i think g han ap thek keh rhy ho, forex aik online trading system hy, jis main hamain bht learn krna prta hy iss k liay hamain bht ziada hard work b krna hota hy, forex main trade k duran hamain apny tragets bht high nhi lynay ya krny chahiye, iss sy hum apny emotions ko control nhi kr sakay gy aur hum loss kr sktay hain profit ko b.
      • #798 Collapse

        Forex buisness mien wohi traders kamyaab hai jin k pass acha experience hai trading se related and traders ko hamesha apne experience k mutabiq hi kamana chahiye kyun k agar aap new trader hain and k pass kam experience hai to apko small earning hi karni chahiye kyun agar zayada profit k lye apni trades open rakhen ge to apko loss hoksata hai is lye trade according to your experience.
        • #799 Collapse

          Yes dear i can told to my friend to join the forex trading which is given you the chance to make yours dreams comes true . Forex is on line business and give us the opportunity to make the work within 24 hours within the time selection as per our choice. I told to my fried join the forex it give the unlimited earn within short time with the help of our capability and hardworking .
          • #800 Collapse

            Trading me successful ho e ke liye hume chahiye ke hum apne experience ke hisab se hi trade karen take koi masla na ho aur hum apna koi zyada loss na ghar bethen
            • #801 Collapse

              raders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

              Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamy
              • #802 Collapse

                yeah trader ko apny experience k mutabik trading krni chahiye . smtimes to ye trader py hi depend krta hai k wo kasi trading krna hai. ek acha trader ban,ny k liay , knowledge and experience hona bht hi zarori hai. trading krty huay trader ko fully concentrate sy trade krna bht important hai
                • #803 Collapse

                  ye baat bilkul theek hai ke treder ko apne target ke mutabiq kam kerna chaye zada ki lalach us ko lass mian lejata hai forex main app apne exprince ke mutabiq kam karo tu faida hota hai
                  • #804 Collapse

                    Bhai lekin mere khayal mai humay koi target nahi rakhna chaiye lekin uski ek waja hai or wo ye hai k agar hum apna target set karlaite hain to hum usi mai stuck or bound hojate hain means phir hum ko lazmi wo acheive karna hai or agar hum without target chalte hain to ziada successful rehte hain.
                    • #805 Collapse

                      ear friend you are absolutely right i agree with you. dear friend ager hum apne expirience ke hisab se hum target select karte hain to is se humain asani bhi ho jati hai or humain itna loss bhi nahi hota or sath sath hi knowledge bhi barti hai......
                      • #806 Collapse

                        jee han meray bhai ap ki baat blkul theek hai ham ye expect karnay lag jatay hain k ham is kam say bht sa paisa kama saktay hain bt aisa nhi hota ap jab tak achay expert nahi htay is kam main to faida nahi ho sakta koi khaas
                         
                        • #807 Collapse

                          assalamu alaikum jee han brother trader ko apni experince or skills ko made nazar rakhte hue target set karna chahyein ziada greedy ni hona chahyein kiun ka is se us ko bara loss bhi hosakta hai...or hamesa low risk pa kam karna chayein or shortcuts se bachna chayein
                          • #808 Collapse

                            gi han bhai jaan apnay bilkol thek kaaha hai kay traders ko apany experience kay muytabictrading karni chaye kyn kay wo is ko bohat achi tarhan samaj ta hai kay usay kaha par kya karna hai
                            • #809 Collapse

                              ji han bilkul trader ko apnay experiance k mutabiq earning krni chahiye means apnay experiance ko daikhtay hue apna target set karain aur utni hi investment karain ta k ap manage kr sakain ta k ap thek tarah earning karain aur agr ap apnay experiance se zayada investment karaingay to apko loss hoga ap manage ni kr paingay isilye har trader ko apnay experiance k mutabiq earning krni chahiye.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                ok guys forex bussiness main trader ko apnay tagararbay kay motabiq kam karna chaiya aur zaida lalich nahi karna chaiya aur over confidence nahi hona chaiya warna bara loss ho sakta ha [[[[[[[

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X