Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    jee haan friend mein apkee bat se 100 percent agree karta hun.humko apna target utna hee rakhna chahyay jitna hum achieve karnay ki power rakhsaktay hon warna mayoosi hogi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      Yes dear i think k trader ko chahey k woh apny experience or knowledge k hisab sy yahan pr working kary or earning kary is man zayada over smart or confidence honay ki zaroorat nai han kyun k us situation man bhi app is business man acha loss krskty ho aisi koi baat nai k is man ham zayada over confidence sy trade kary or hamary liye yehi best han.
      • #813 Collapse

        ys ofcourse jesy jesy ek trader ko kaam karty karty experience aata jayga phir wo usi tarha sy apne standard k lehaaz sy tading karta hy us paas different techniques a jati hain jin k through wo ziada earning kar sakta hy
        • #814 Collapse

          Mera personal experience yehi hai kay per day agar hum normall 15-20pip ka target bhi achieve kar lain tu wo hamary liay kafi hai kiun kay jo log big volumes laga kar trading kar rhy hain agar hum un se itny points ka ziakar Karen tu un kay liay ye bohat acha target hai magar hum itni pips ko bhi kuch nahi samjhty. Please apny trade volume or apny experience kay hisab se order lagaen or targeted amount of profit hit hony kay baad trade se out ho jaen or same day me dobara trade na lagaen.
          • #815 Collapse

            bhai forex trading aik aacha business hai is main earning karnay kay liye hum ko bauhat experience ki zarorat hoti hai agar app ka experience kam hoga tu app ki earning bhi kam hogi aur agar app ka experience ziada ho tu app ki earning bhi ziada hoga app is forum per bhi aacha khassa experience gain kar saktay ho jo app ko kamyabi ki tarf lay jata hai
            • #816 Collapse

              bht hi achi baat kahi hai apne dear qk forex mai hamara experenx or hamari learning hi hai jis ki wajah se ham kamiyabi hasil karte hain is liye forex mai jitni learning ho us k mutabik hi earning karni chahye...
               
              • #817 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
                Members your comments are most welcome :D:cool:
                mere khayl ma forex trading kay liye humy experince ki bht zyada zarort hoti hai lekin experince tbi hasil hoga jub hum forex learning karin gay.. or hamary pass forex ka proper knowledge ho ga.. hu knowledge kay through forex trading kay bary ma expereince hasil kar sakty hain..
                • #818 Collapse

                  ji dear traders ko apny experince ky motabk traderng kr ne chye ku k agr ap ko experince nhi ho ga to ap nuqsan bhe ho skta hy.
                  • #819 Collapse

                    best trader hote he wo he jo apne experience ko mutabq earning krte he aor sath apne investment ko be apne mind me rekte he market ke harkat ko aor trendline ko data ko news ko all technical analysis ko dek kr suitable time pr best trading krte he
                    • #820 Collapse

                      g ha mary khayal sa ja thak ma janta hu k profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading ha........................
                       
                      • #821 Collapse

                        dear ap bilkul theak keh rahe ho forex mein hum apne liye aik taraget choose karty hain or phir hum us k matabiq plaining karty hain mere khyal se humein apne experiance k mutabiq he target chosse karna chahiye kyu k ziyada lalach se hum ko bara loss b ho sakta hain
                        • #822 Collapse

                          G brother main aap ki baat se itfaq karta hun k har trader ko apny experienc k mutabik kaam karna chaiye or agar trader lalach kar k over confidence ho kar kaam kary ga to use buht loss hoga forex ko apney experise kay mutabet use karna chay darust hai lakin forex may trading kar ney kay leya app ko forex ki news ko parkhna chaheya aur tu aur app ko analisys ko follow karna chaheyaa
                          • #823 Collapse

                            jo b trader yaha pay kaam karnay me aram say kam ko easy ho kar karta hai to ye kaam aap ko kafi had tak kaam madad deta hai aur yaha pay kaam karna asan ho jata hai.
                            • #824 Collapse

                              gi bi trader ko ap na exprence ka hasab sa earning karni chai ha lakin ager ap kis exprence teacher sa traning lo to ap ki achi eraning ho sakti ha bhai ap us ka exprence bi ap ka pas a jaya ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                My dear friends yah is that true Yah jo sara kaam ha woh depend karta ha banker kay uper kay us ko kitna pata ha apny kaam kay bary capital aur phr woh iss lehaz say barter bi lagay ga aur kaam bi kary ga iss liiiiiye zarori ha kay hum apna focus rakhain apny kaam kay uper aur iss mutabik kaam bi karain ha is ma.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X