Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    Aik professional aur kamyaab tader ki ye nishani hai k wo Forex trading main step by step kam krta jata hai. shru main kam volume ki thori trades lagata hai aur ouney close krny sey pely mazeed trades nai lagata. jaisy jaisy trader ka experiene barta jata hai wo apni trades ki taadad aur volume ko barata jata hai. Is cheez ka faida ye hota hai k trader profit b kamata jata hai aur apney capital ko b barata jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Sir agar to ap ko etna experience hi nahi hay to ap ko weekly ya monthly kay traders laganay ki zaroorat hi nahi hay es tarah say ham kaafi loss may jatay hain
      • #663 Collapse

        jee bilkul bhai jaan agr aap experienced trader nhi ho to aap ko apna daily target kam earning pe rakhna chahiye ta k aap loss hony se bach sako q k jab aap target hi thora rakho ge to aap ko loss hony k chances bhi bht kam ho jayen ge
        • #664 Collapse

          bhai g gee ap ne thek kaha hai forex business main hamin profit leny se pehly har cheez ka kheyaal rakhna chye yani hmin jitna bhe profit mill jaye le lena chaye na k zeyada ki laluch insaan ko kharab kti hai gee...
          • #665 Collapse

            yup apne expirience k mutabik he investment karen ta k ache se use control kar saken or loss k chances kam hon or profit kchances ziada hon,bus hard working karte rahen or earning karen
            • #666 Collapse

              han ge bilkul apne bilkul thk kaha hai ke her trader ko apny experience ke mutabik he earn krna chye q ke jitna zaida experience hoga ap utna he earn kr skain gain.
               
              • #667 Collapse

                ji sir apki bat thk he qk insta forex tu wese hi riski bussnis he hamen jitna confidence yan knowledge he us hisab se trading kren aur na hi hamen chaiye k ham trading men greedi banen wrna hamen kafi loss bhi ho sakhta he
                • #668 Collapse

                  yes dear you are right ham mostly apny experience say zayda and apni learning say zayda hasil karna chah rahy hoty han ager koe plane set kia hota hy to is plan say b zayda ki talab karty han jes ki waja say loss ka samhna b karna par jata hay
                  • #669 Collapse

                    jee haan ap ne bilkul sahih farmaya keh hamain apni experience ky mutabiq hi target acheieve krni chahay agr aik din na hua to dosry din kr lain lekin ziada loss na hony dian warna loss pora krna baht bara masla hy
                    • #670 Collapse

                      yes i agree with this point of view that the trader should trade according to the experience if the trader will trade with the experience then he will earn in the more batter way otherwise he will never get the success in the forex
                         
                      • #671 Collapse

                        jee thek kaha agar hum jitna kar sakty hain utna hi target rkhana chahiye ziada nahi is say hum mind pressure mai ajatay hainn wo is lay itni knowlegde nahi hoti or bonus milnay mai lagay rahyty hain is liye humay chahiye k chuty target se chalay taky hum apna agay chal k bara terget compete kar saky
                         
                        • #672 Collapse

                          G ha ya bat ap ki bilkul darust ha ka traders ko apna experince ka mutabik he trade karni chaheya g ku ka ya un ka liya profitable rahta ha g
                          • #673 Collapse

                            Sahi kaha aap nay trader agar apnay experince kay mutabiq earn kary ga to wo kabhi bhi loss nahi kary ga so humay profit ka target he us hesab say set karna chahiey jo keh hum achive kar saky.
                            • #674 Collapse

                              Trader ko apny experience
                              k mitabik hi trade karni chaye or forex trading
                              ma trader ko lalach nahi karni chaye or trade
                              k doran apny patience ko control ma rakhna
                              chahiye is tara loss k chance ko kam kia ja
                              sakta ha or ziada earn kia ja sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X