Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    g han apne bilkul thk bat kahi hai me bilkul agree karti hon apke bat se mera bhee yahi mannna hai ke trader ko apni skill apni experiace dekhni chahiye then kam karna chahiye unke liye ye booht acha rahega..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      yes i agree whit u . forex trading main app ko jitna hee experience or knowledge ho tu app ko os u mutabiq he earning karni chayee kiyoo agar app forex trading main ziyda lalach karo gy tu app ko forex trading main ek bohat he bara loss ho saktha hain tu app ko chayee app is main short term trading kia karo
       
      • #198 Collapse

        yes asa he hay risk zyada nahe lena chaiye bas experience kay mutabik work karna chaiye ye baat drust hay forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay dear
        • #199 Collapse

          Ji han app ny sahi kha k kuch logon ka expereince kam hota ha or apna target zyada rakh lyty han or apny target ko pora kerty kerty apna bonus b loss ker lyty han ager ap 1 normal trader ha tu apna daily 5 doller target set ker lain jo k enough ha is hisab sy ager ap trading krain gy tu ap ko INSALLAH kabi b loss nahi ho ga
          • #200 Collapse

            G bilkul trader ko apne experience ke mutabiq trading karni chahye jitna uss ko experience hoga to uss se trade karta hai to fir faida bhi hota hai .
               
            • #201 Collapse

              g haan her trader ko apne expireance k mutabik hi trading kerni chaye or ager woh is main kfi mahir hai to woh forex main acha kmaaa shakta hai her koi forex main achi earning ker leta hai ager woh expert ho to
              • #202 Collapse

                han g aap ny bilkul sahi kaha hey k hum ko apny experience ke base par he trading main earning karni chaheay lakin kuch new trader bohat thory experience k sath bohat bary earning k chakkar main par jaty hen jis say unko loss ka samna karna par jata hey..
                • #203 Collapse

                  Forex fundamental news bhot affect krti hin trading mein jic sy hm apni trading mein improvement kr skty hin forex news zaroor parhni chahy q k yhe aik easy way hy trading mein bhtri lany ka agar orr yhe news meta traders mein available hoti hin wohan sy parh kr traders apni trading mein profit earning ratio increase kr skty hin
                  • #204 Collapse

                    Aap ki baat bilkul theek hai brother, specailly new traders ko is baat ka buht hi khas khayal rakhna chahye unhain small size mian trading karni chahye, unhian zyada risk nai lena chahye.
                    • #205 Collapse

                      Han bilkul g hamen forex main always aik achi money management ke through work karna chahiye aur is main always hamen utni hi earning karni chahiye jitna keh hamara is main experience ho takeh hum is main alot of loss sey bach saken.
                         
                      • #206 Collapse

                        g han jis ka jitna experience ho wos ko wotna hi earn karna chahye agar wo is se zaida ki koshish kare ga to wo phir experience se nahi bal ke apne lalch ko istimal karta hay jo ke wos trader ke lia sara sar loss hi hoga
                        • #207 Collapse

                          Ap k pass jitna expeience he ap osi k mutabiq trading karin, ap jo forex k bary mein jantay hein ya samagty hein os tarha trading mein profit rakhein or risk lain, agar ap apny experience se agy barhty hein to shaid ap kamyab na ho sakein, jis tarha experience incrase hoga osi tarha trading me bhi performance ko theak karin.
                           
                          • #208 Collapse

                            haan g bilkul hamen kabhi bhi is main ziada lalach nahin karni chahiye aur hamare is main jitna experience ho hamen uske mutabiq hi is main trade karni chahiye takeh hum ziada loss sey bach saken aur kamiyab ho sken.
                               
                            • #209 Collapse

                              ap apna swal ko agar asa bayan krain to zyada acha hoga k har trader apna experienced ki bases pa he profit earn krta ha kew k forex ma experinece ki importance bht zyada ha agar ap k pass knowledge or experience ni ha to ap ko profit kam hoga or loss zyda hoga
                              *** ThUnDer ***
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                G har kisi ki try hoti hy k voh apny seniour sy be aagy nikal jae but aysay ni hota kun k un k pas experience hota hy aur tarading main jis k pas jitna experiencee ho ga voh utna he profit kamay ga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X