Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    haa yar aap nay sahi kaha hain iss liay soch samaj kar target set karna chahiya aur agar aap ko kam profit milay to lalach nahi karna chahiya sabar karna chahyay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g brother ap ki bt bilkul sahi hai lekin mere khayal se ziyda profit ki laluch tu experience ko bhi kha jati hai ap ka tajarba bhi fail ho skta hai ziyada profit k chaker men men smjhta hon tajarbe ka hona atna nuksan nhi deta jitna k laluch men hum loss krte hen forex men
      • #78 Collapse

        g hai trader ko apna experince ki base par tarde krni chahia ka woh kitna bara trader hai aur us ko yah kitni ati hai agar us ko is ka bara ma sb pata hai to woh bara volume ki trade laga kar risk hasil kr skta hai aur agar us ko nahi pata to phir aisa krna apni mout ko awaz daina hai yani ap ko pata nahi aur ap bara volume ki trade laga da jis ki waja sa ap ka loss hu jai
        • #79 Collapse

          jee han bilkul jesa k her kam ho us mein aap ka tajruba hona lazmi hai es tarah treading mein bhi aap ka knowledge hona lazmi hai ager aap ko treading k mutaliq koi agahi nahi or aap ne lalach ki to bohut bara loss hone ka khatra hai
          • #80 Collapse

            jee haan bilkul treder ko apne experince ke mutabik hi earning karni chahiye q ke experince se zeyada lalach karna loss ka sabab ban sakta hai
            • #81 Collapse

              yes humy apny experience aur knowledge ko dekh kar hi is busienss me trading karni chahye isi trha hi hum is busienss me achi earning kar sakty han aur is trha humy is busienss me zyada loss bhi nahi ho ga aur is busienss me humy zyada greed nahi karni chaye.
              • #82 Collapse

                g han traders ko isk bare main jitni knowledge ho usk mutabiq ismain trading karen, kyu k bht log k pass itna experience nhi hota or wo greed k chakkar main apna loss karwate hain, and mere khayal main trading k liye learning ki bht zayda zarorat hy, ismain jitni learning karo utni hi kaam hy.
                 
                • #83 Collapse

                  g bilkul achi baat hai ,,, har trader ko apne app maloom hota hai k wo forex k knowledge ko kitna samajta hai osi bonyad par ik strategy banana chahie our osi ko follow kar k trading karna chahie,,,
                   
                  • #84 Collapse

                    according to me forex trader apna experience use karke hi earn karta hai or agar us se zyada kisi chez men jaega to loss hi face karega jese gold pe jo log trade nahin karte agar wo gold trade karenge to mushkil hogi unhe...
                     
                    • #85 Collapse

                      ji ha bil kul aap ko apne expiriace ke mutabiq apna daily ya weekly set kerna chahiye our sath sath markit par bhi nazar rakhna chahiye agar aap ka daily ka target pora nahi howa to aap ko zayada bari volume ki trade nahi lagana chahiye is say aap ka nuqsan hosakta hay.
                       
                      • #86 Collapse

                        d han dear forex trading aesi hay kay es me market trend ka kuch pata nahin chalta aur mere khayal se trader ko apne experience or talent ke bina par trading karni chahiye tab hi ap profit kama sakte hain.
                         
                        • #87 Collapse

                          g han hota he esa he ha jetna ap expeirence ho ga osi hesab sy he ap ko profit ho ga us sy zeyada ni hoga. Is ky leay ap ko chahey ky demo ko istamal karin aur expert bany trading main aur days main he malamal ho jain aur apny khawab posy karin jo chahy karin
                           
                          • #88 Collapse

                            gee bilkul apne expereince se barh kar kaam nahin karna chahye yani ke jitni chadar ho utne paon phelane chahyian is aur lalach to bilkul nahin karni chahye kyun ke laalach main aadmi ko smajh nahin aati aur phir wo mistake karta hai jis se nuqsan ho sakta hai is lye jun jun expereince barhta jaai trader ko kaam barhana chhaye.
                            • #89 Collapse

                              It is very awkward to say that traders should do trading according to their expereince but it can be said that trader should do trades according to their limits of investment.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g han dear ma tu ye he manta ho forex trading business trader ko apna experience k equal he apna target set karna chaheya or yahan sy apna experience k equal he earning karni chaheya.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X