Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    g aap nai theek kaha mai aap ki baat sai agree karta ho jab ham apna target apny experience or apny balance sai jo invest kiya hai uss sai zayada raukh latay hai to loss kai chances zayada ho jatay hai iss liye phly forex ko achi tarha sai read kar kai demo account par practice kar k.[[]]]]]]]]]]]]]]]]]]
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      jis main hamain bht learn krna prta hy iss k liay hamain bht ziada hard work b krna hota hy, forex main trade k duran hamain apny tragets bht high nhi lynay ya krny chahiye
       
      • #768 Collapse

        G jnab aap nay buhat achi baat ke hay har trader ko apni kabliyet aur experience k mutabik apni planning karni chaiya aur apny knowledge k mutabik he apna target set karna chaiya agr aap trade may expert nahe han to phar aap ko thori investment karni chaiya q k loss hony ke surat may aap ko bardasht karna easy ho
         
        • #769 Collapse

          forex aik online trading system hy, jis main hamain bht learn krna prta hy iss k liay hamain bht ziada hard work b krna hota hy, forex main trade k duran hamain apny tragets bht high nhi lynay ya krny chahiye
           
          • #770 Collapse

            g han bikul hmy xperience k base per hi apna kaam trading me krna chaye or take profit lgana chaye exprence hmy knowledge k through b hasil hota ha or demo account per practice k through b
            • #771 Collapse

              aap ne bhut achy baat ki hai kyun k jab hum forex mein apni experience se ziada trading karna ki try karta hain tu hum ko forex mein loss ho jata hai kyun k forex mein experience bhut ziada matter karta hai aik trader ki trading mein aur jo bhi apna experience k matbak trading karta hain tu wo he earning bhi karta hain.
               
              • #772 Collapse

                well, we have to do exactly what you said, to be a professional and most expert in trading, because if we trade more then our experience it will creat a huge problem for us and we should not handel that and the result can be a huge loss, so dont be greedy and tray to tade as much as you deserve not more then your experience
                • #773 Collapse

                  yes you are right a trader got earning that has here own experinec and that is batter for him that a treader got when he practice lots time and i agree with point view and i think you are right my friend
                  • #774 Collapse

                    jo log forex men apna expericne k mutaboq trading kerty hai un ko uta profit mil jata hai or wo achi earning ker lety hain but jo zyada tradig ker lety hain or expericne kam hota hai un ko zyada loss hi hota haii.
                     
                    • #775 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                      Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
                      Members your comments are most welcome :D:cool:
                      Jee bhai sahi baat hai hai agar hum apne target ko apne experience ke mutaabiq le kar chale to hum forex me kabhi bhi loss ke chakker me nahi phans sakte hum apne experience ziyada target rakh ke trade karte hain jab hi hume loss hota hai.....
                       
                      • #776 Collapse

                        gi han bhai jan trader ko apnay experience kay mutabic trading karni chaye kyun kay usay bohat faida ho sakta hai is waja say aagar wo dosro kay experienc esay kary ga to wo loss kary ga
                        • #777 Collapse

                          Aik professional aur kamyaab tader ki ye nishani hai k wo Forex trading main step by step kam krta jata hai. shru main kam volume ki thori trades lagata hai aur ouney close krny sey pely mazeed trades nai lagata. jaisy jaisy trader ka experiene barta jata hai wo apni trades ki taadad aur volume ko barata jata hai. Is cheez ka faida ye hota hai k trader profit b kamata jata hai aur apney capital ko b barata jata hai.
                          • #778 Collapse

                            is mai tradrs ki jitny information hoti hy , or jitna experience hota hay , woh is mai usi hisaab se tarding karty hayn , or humre liy yahi aik best option bhi hay , or hum sb us mai jab bhi kam karty hayn atb hum sb is mai best kam kar skty hayn ,..
                             
                            • #779 Collapse

                              agar aap yaha pay apnay aap ko survive karnay me kamyab ho jatay hain to is me aap ko zyada say zyada faida ho ga aur aap yaha pay apnay aap ko kuch zyada he samjha saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                Well who says that i do not agree with this the one should and according to the assets is one follows your advice then no one can become a millionaire until he reaches to the age of 50 i staleness extract a story of a millionaire who metamorphose a millionaire in 2 years from just 1500 dollars.

                                اب آن لائن

                                avatar Azaad
                                Working...
                                X