ji han bilkul apnay thek kaha hai jb hum apna target set krtay hain daily ka ya weekly jo bhi to hamain planing aur apna target apnay experiance k hisab se lagana chahiye ta k hamain loss na ho is tarah hum jb start me apnay experiance k hisab se target set krtay hain to is me hamara faida hota hai aur hum loss se bach jatay hain......
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим