Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    G han kiun kay jab hum market me order laga kar target set karty hain tu expectations se bhi ziada take profit de dety hain or ye decision le lety hain kay humen big volume laga kar yaha tak profit le lena chahiay or is soorat me hum over trading kar jaaty hain jis se hamara account risk pe lag jaata hai or mostly aisi condition me hum account wash karwa beth jaaty hain. So hamara volume normal hona chahiay taaky hum apny target ko easily achieve kar saken.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      Actually this depends on how much serious your are to take this new form of earning. Moreover, have also counts that for how some assemblage you somebody worked in this acting. The author you affect and inform the surmount you will become this is how beginners become masters.
      • #588 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ribalw
        Dear ap na baat to nilk theek hi ha par wording thori ghalt ha jaisa ap ko earning ki jga trading khna chahya tha jaisa k hm traders ko experience k according invest krna chahya
        G han.ye baat theek hai.waisy bhi ik trader apny experience kay hisaab say he earning kar sakta hai.agar newbies big risk main kaam karty hain to ye boohat he risky ho ga or loss kay chances boohat increase ho jaaty hain.
         
        • #589 Collapse

          ji ha bilkul aap nay sahi kahay hay kay aap forex me aap ko zayada lalach nahi karni chahiye kyu ke agar aap lalach karo gay to aap ka nuqsan ho jaye ga aap ko sirif earning utni hi karni chahiye jitna aap chahtay hay ya kabhi aap ko profit kam hoto aap ko zayada ki koshish nahi karni chahiye warna aap ka loss ho sakta hay.
           
          • #590 Collapse

            ap nay bilkul thek kaha hy traders ko apne experience and knowledge kay mutabik trade karni chahiye trade may ziyada lalach nai karni chahiye kiyu kay greed karne say hume ziyada tar loss hone kay chances hote hain...
            • #591 Collapse

              ji haan meray bhai jaan mein bhi yehi samjhat hoon k ager humein itna ziyada knowledge tarding k barey mein nahi hai tou humein apni tarde ko ihtiyaat k saath hi kerna chahiye ta k humein iss business mein achi income mil sake.
              • #592 Collapse

                gii haa bhaii meere app nee too batt bilkull theaak kahhi hee kee forexx tradder koo appne experiencce kaa matabiqq tradde lagganni chahhee yee onn ka laee bestt hee oerr obnn koo profitt hasall hoo sakkta hee kaafii
                • #593 Collapse

                  yar apka sawal aur uss ma apka apna diya wa jawab acha hai aur humain aese hi karna chahye aur esi tarhan goals set kar k hum achay trader b bann saktay hain, moreover ma kehna chahun ga k agar hum goals high rakhin to es ma koi buri baat nai hai balkay achi baat ha
                  • #594 Collapse

                    je han app ko es main apne exprince k mutabik kam karna hoga tu app es main successful trder ban skte ho aur app ko es kam main successs be tub he milge aur app es main kamayab trader ban sakte ho es main ye point ap ko dekhne hoge
                    • #595 Collapse

                      G bilkul theek kaha apne ke forex mein traders ko apne experience ke hisab se hi trading karni chahiye aur jitna ziyada apko trading ka experience hoga ap utna hi ziyada is se earn karenge.
                      • #596 Collapse

                        g haan is mai jitna he app k pass experience ho ga ap ko utne he faida ho ga yani k app ko utna he earn karnay ka moqa milay ga is k sath sath app ko patience bhi hona bht zaroori hai hard work bhi karna ho ga in sab k sath he earning milti hai app ko
                        • #597 Collapse

                          bahi agr ap forex me in ho jaty hy to ap ko agr dil laga ker work krty hy to ap ka experience kuhd he acha hota jay ga or ap achi in come he hasil kery gy forex sy
                          • #598 Collapse

                            bhai g mera khayal hai k business main self experience sab se best hota hai q k hamen dosron k experience k mutabik business nai karna chaeye q k ho sakta hai jo bat dosry behtar nahi samjhty to ho sakta hai k wo bat ap k nazdek behtar ho or us se behtar earning kar saken.
                             
                            • #599 Collapse

                              in forex trading your earning depend on your experience . if you have a good experience you can earn a lot of money from forex trading business .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Dear friend ji haan forex trading mein traders ko experience kay mutabiq hi trading karni chahiye aur lalach nahin karni chahiye kiyunke lalach kernay say bara loss bhi hosakta hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X