Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    yes dost trader ko apny experience k mutabik trading karni chaheay or utni hi trading lagani chaheay jis sy humein andaza ho k hum profit mein rahein gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      Jee haan mere bhai aap ne bohat achi baat kahi hai forex trading me humein apni experience ke hisaab se mind set karna chaiye profit ka bhi aur apney experience ko barahanay kay liye practice saab se best hai iss kay ilawah aap ko learning se nahi asakti trading.
      • #543 Collapse

        yes bro experince and learning and knowledge ye bht important thing hai all treaders ke lye and mene is forum ko abhi join kra ha easily mehnat krta ho daily is forum par..........
        • #544 Collapse

          g han ap ny bohut achi bat ki hy brother is mein hum ko utni hi trading karni chahye jitna hum ko experienc hota hy jo hum ko knowledg hy is mein utnahi earn karni chahye kio k ager hum ziayada k pechy doren gy to greed mein par jaen gy to loss ho ga.
          • #545 Collapse

            mere khayl ma forex trading kay liye humy experince ki bht zyada zarort hoti hai lekin experince tbi hasil hoga jub hum forex learning karin gay.. or hamary pass forex ka proper knowledge ho ga.. hu knowledge kay through forex trading kay bary ma expereince hasil kar sakty hain..
            • #546 Collapse

              G yahi chazain agar hum seekh lain tajurba ilam apis ki baat cheet aur iss kay alawa apny andar ki lagan to hum buhat achi tarah kaam kar kay apni behtri bhi la sakty hain aur kaam kay andar himat aur hosla bhi paida kar sakty hain experience hi ha jis say hum buhat hi fair way say paisay kam sakty hain
              • #547 Collapse

                g han dear members is may jitni zyada practise ho ge utni achi earning ho ge ore hamara jitna experince ha kaam b utna he krna chahey lalich may ni ana chahey q klalich hamary ly bht nuqsan day ha
                • #548 Collapse

                  ap ko experience ho ya na ho trading karty we over confident nhn hona chahey is say ap ko nuqsan ho sakta hai or trading apne experience ko daikh kar nhn situation daikh kar karne chaihey or jitna ziada exoperience ho ga utne achi trading ho ge
                  • #549 Collapse

                    wo greed k chakkar main apna loss karwate hain, and mere khayal main trading k liye learning ki bht zayda zarorat hy, ismain jitni learning karo utni hi kaam hy.Aik trader ko apna weekly ya monthly target zroor rakhna chaheye lekin dosri taraf yeh realistic b hopna chaheye jo aap k capital aur experience se b match kerta ho.
                    • #550 Collapse

                      Yes you are right every trader ko chahiye keh woh is main kabhi bhi ziada greedy na ho aur always is business main apne knoweldge aur experience ke mutabiq hi is main trade karey to woh is main achi trha se successful ho sakta hey.
                       
                      • #551 Collapse

                        g han ap thek keh rhy ho, forex aik online trading system hy, jis main hamain bht learn krna prta hy iss k liay hamain bht ziada hard work b krna hota hy, forex main trade k duran hamain apny tragets bht high nhi lynay ya krny chahiye, iss sy hum apny emotions ko control nhi kr sakay gy aur hum loss kr sktay hain profit ko b.
                        • #552 Collapse

                          ji bilkul sahi kaha appp ny insan ko jitna pata ho jis kaam ka insan utna hi kaam kry agr us sy bhar k kary ga to zahir hai nuksaaan hi ho ga :)
                          • #553 Collapse

                            G han her trader ko apny experience k mutabiq trade kerni chahiye misal ky toor per agar hamein TP or SL ki maalomat nahi hain to or start mai hum ne TP 0.001 k bjaey 0.10 lagadi or market mukhalif simt chali gai to hum nuqsaan utha sakty hain isiliye bari hoshiyari sy trading kerni chahiye or choti amount k saath...
                            • #554 Collapse

                              yes hame apne experience k mutabiq hi earning kerni chaye ager hum forex me apna experienace daily strong kre gain yani apni practis ko daily kre gain to hum forex me zaida experience hasil ker shakte hain or achi income paying ker ly gain forex sy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                g bilkul thek kaha brother but ye hamari investment par bhi hota h. agar kam investment ki h to soch samaj kr Trade lagani chahiye or bohat kam, means k ziada nhi or market par nazar rakhni chahiye k kab ups & downs aayen ge market me. agar ham ye irada zehan me rakhe or isi terhan karen to ham har dafa successful ho jayen ge Forex me.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X