Is Loss greater than Profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    ji nahi aisa nahi hai hum agar strategies ki help se is business me chalen to hum ko loss nahi ho sakta hai meri nazar meto me yehi kahun ga ke forex trading me loss tab hi hota hai aap ko ke jab is me dehan se work nahi karte hain or bina soche samjhe trading laga dete hain .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      nahe asi koe bhi bat nahe hay janab is kam main to .is main yea formula nahe hay haan lekin wo log zaror is maiin loss zeyada latay haan jo log is ko samjhtay baghar is main investment kar datay haan .
         
      • #153 Collapse

        Is main app ko prfoit se zada loss tab lage ga jab app ko is main kam ka pata nahi ho ga ur app ko jab kisi bhi kamka pata na ho tu app is ko nahi kar sakte haya ru app ko loss hi ho ga per yeh ai business shay is ka elalm hasil kiya ja sakta ahy is liye is ko proper sikh karna main hi fada hay .
           
        • #154 Collapse

          Forex main joog new join karty hain.un kay liey tough hai or un ko boohat sari problems ka samna bhi karna parta hai lekin agar wo issy learn karty hain or practice karty hain to wo is main kaam kar kay kaafi earn kar leety hain.
          • #155 Collapse

            jesa ke hum sab jante hain ke forex trading aik riscky business hay lakin is ye hargiz matlab nahi hay ke is main loss ziada hota profit se balke is main agar aap money managment se kaam karen ge to aap ko loss se ziada profit ho ga
             
            • #156 Collapse

              yes you are right that we lose more money in forex trading than earning but loss is there because when we start our trade and we are new then new traders are here to make loss only because of fear earning is low and loss is high when we are new and when we old in forex trading then our profit is high and loss is low and it gives you but latter on
              • #157 Collapse

                forex ma lose to hota ha aur profit forex goood job for you people can work home there are many people can do this job at home
                 
                • #158 Collapse

                  forex trading main on logo ko forex trading main loss hoin .tha hain jiss ko forex trading k bary main koyee experience nahee hotha hain tu on k account wash ho jaty ha. or jiss trader ko forex trading main experience or knowledge hotha hain on logo ko khabe be forex trading main loss nahee howa hain
                     
                  • #159 Collapse

                    ji han kai defa essa hota ha k aap ko loss ziaada ho ore profit kum ho lakin aap next day ka wait krain usi waqt loss recover kernay ki koshish na kerain werna aap ka loss pe los hota jaae ga
                    • #160 Collapse

                      first time loss is greater than profit. but all time it not good. cause every trader come in foerx for change their life with trading and get profit. so, i think all time loss is not greater than profit
                      • #161 Collapse

                        forex ma lose be hota han aur profit dono greater hota insan ka ly aaj kal logo forex ko pasand karta han forex great job for you people can work home
                         
                        • #162 Collapse

                          Well forex trading risky hai to ye possible hai kay hamain profit se zaida loss hoga shuruh main, lakin time kay sath sath jaisay hum log experienced ho jain gay hum profits banana shuruh kar dain gay to baad main loss bhi recover ho jai ga, lakin ye baat sahi hai kay most newbie traders forex trading is loss ki waja se chaur detay hain.
                          • #163 Collapse

                            forex market main loss bhi bohat hota hain aur profit bhi bohat hota hai ye to khood ke oopar depend karta hain kew ke ye riski work hai .
                             
                            • #164 Collapse

                              Loss ratio bilkul ziyada he profit say, boht se traders apny trading account wash krwa behtay hein, boht sari reasons hoti hein loss ki bhi, hum saih tarha seekhtay nai, humein earning karny k jaldi he or apny ko control nai karty jis se loosers ki ratio ziada ho jati he gainers se.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                trading ak profitable aur risky business ha iss ma buhat kam log kameyab hutay ha agir app ko loss be huta ha tu app ko uss say kuch seekna cheaya takay app agli bar wo galti na kary aur app ka account wipe na hu aur app be andaza be theak ha zeda ter new trade ka account 1 say 2 month k ander he 0 hu hata ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X