Is Loss greater than Profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmer پيغام ديکھيے
    Forex Trading ko jo log buhat asan samjhte hain woh yeh jaan lein k 3 Months mein 95% new forex Traders account wipe off hojatay hein, uski aik waja yeh hai k forex mein loss profit se ziada hai isliye ager apki trade loss mein jaye tu aapka balance zero hosakta hai.

    Share your thoughts.

    forex main loss profit Say zyada nahin... Aisaa lagta hai k Aap nay Abhi Tak sirf loss he kiyaa hai us ki buhat Sari Waja ho Sakti hain...khair Forex Main profit or loss dono equal hain... Agar loss hai tou profit bhi ho Ga... main samajhtaa hon k proper analysis kar K Market Main Kam karnay Walay traders profit zyada Kartay hain or loss Kam
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      i think loss is the part of profit and i think Making real cash through Forex currency trading just isn't simple but you can take action through long-term arranging as well as right education and learning. next you can earn up to you want.
       
      • #303 Collapse

        the loss will be the greater then the profit if we will not do the trade in the forex with the knowledge if we will trade in the forex with the knowledge then the profit will be the more good and the best then the loss
           
        • #304 Collapse

          forex business is the very good business or business main sab samay profit na hi milta so i think loss greater tahn proit or forex ko bouat le lete hai or wo nai jante ye bouat hi risky business ha g or is tra un ko loss ho jata hai.
          • #305 Collapse

            Ji mere khayal mein loss profit se zada profitable hai kyunke loss humein boht experience deta hai or humein apni ghalti sudharne ka moqa deta hai balke profit humein experience anhin deta sirf profit deta hai.
             
            • #306 Collapse

              ye baat such hai forex men loss ziada hai profit km hai. mgr ap k pas experience ho ga to ap ache tariqe se handle kar pao ge is ko aur profit ziada ho jae ga mere khayal se loss profit apki skill pe b depend karta hai
              • #307 Collapse

                hum jis cheez ko samjhty hain actual me hoti wohi hai magar agar hum usi wakt apna decision change kar lain tu hamara ye decision wrong ho jata hai. Forex me mer hisab se market ko achanak dekhty sath hi jo baat sab se pehly aap kay mind me aati hai aap yakeen Karen market wohi karti hai because apko jo nazar aa raha hota hai market me actualy wohi hota hai magar jo aap sochty hain wo nahi hota. So, be careful
                • #308 Collapse

                  g han mere khyal me loss profit se behtar hai agar hum loss karty hai to humein trading me kuch nya seekhny ko milta hai apni galti ko sudharny ka moqa milta hai or apni galti se mazeed profit hasil karny ka moqa milta hai.
                  • #309 Collapse

                    Nahi bahi jaan "loss is not greater than profit" loss bada nahi hota, loss ko hum dil per le lete hin is lye chota sa loss b bada lgta hai.. Loss aor profit to business ka hissa hote hin kabi profit to kabi loss.
                    • #310 Collapse

                      agar app aik achy experienced trader hen or trading k bary men achi knowledge he to loss kabhi bhi profit sy barh nai sakta, loss hona trading k business ka hissa he, but apni strategy sy is par zyada sy zyada control kia ja sakta he,
                       
                      • #311 Collapse

                        forex trading aik bohat hi risky business jis main 95 % log apna loss hi kerwate hain liekn agar ap sabar se kam ker ke achi profit ki ameed per kam kero to inshallah ap ko acha profit hi ho ga iss lye learn ekrna zaroori hi
                           
                        • #312 Collapse

                          forex trading marekt hai jis men hamain profit bhi milta hai oor loss bhi ho jata hai is ley forex ko risky market kaha jata hai or sab log loss khany se fear kerty hain is ley forex men hamain zyada loss bhi ho sekta hai or many new traders ko is men loss ho chuka hai.
                             
                          • #313 Collapse

                            dear i think loss aik bouht he muskil cheaz ha r is mein zhada tar log dishurt ho jate hain but ager ap apne loss se learn kar pay tou ap ko next time is mein loss nai ho ga r ap is mein acha profit earn kar sakte hain is liye hme is mein learn karna chaye
                             
                            • #314 Collapse

                              My dear friend Forex ko agr ap theek se kam kar sakte he to ap ko loss ku ho ga or jo Forex ma theek se kam nhi kar sakte to un ko loss to ho ga agr ma ak trade lagt hun for example 1 doller ki or mare balance 100 doller hy market mare against jati hy or 130 pips uper chali jati hy to mare sara ka sara balacne wash ho gaya na to dear agr ap k lya balance kam hy to ap lot size kam rako or trade karo fida ho ga or learn karo demo pe ye sb
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                forex trading main sirf wo log is main loss karty hain . jo log forex trading main bina expereince or knowledge k he ayee ho . tu on ko is main loss ho jatha hain or forex trading main jo experience able trader hoty hain on logo ko forex trading main khabe be loss nahee hotha hain wo har time he achi trader hotya hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X