Is Loss greater than Profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    g han apko loss ziyada ho sakta hai profit se lekin agar ap trading meion investment karne se pehlay market k behaviour ko dekh kar1 he trading karen to ap loss se bach sakengay aur is mein greedless hona lazmi hai agar apki trading loss mein ja rahe ho to apko foran stop kar lena chaheye trading ko
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      yes knowledge is greater then profit because if you have a lot of knowledge then you gain in every field knowledge so try to enhance your knowledge and try learn every term and condition................ :)
      • #138 Collapse

        brother forex mein log aksar log aur khas kar k new users loss isliya karthey hain kiyun k woh greed ko follow karthey hain aur proper money mangement ka istemal nahi karthey hain sabhi new users aik hi din mein bohut se bohut profit karna chahta hain jiski wajah se woh over trading karney lagthey hain aur neetaj yeh hota hai k wo loss kar jatey hain sarey new users please yeh baat samaj lean k forex needs time and patience,,,
         
        • #139 Collapse

          forex trading eyk risky business hai yeh sub janty hain lykin ager trader mehnat sy learning kary or apni trading knowledge or skill ko improve kary to risk ko kafi had tak kam kary acha profit earn kar sakta hai. main yeh janna chahti hono keh ager her 3 months main 95% accounts wipe off ho jaty hain to forex market itni tyzi sy poori dunya main phyl kiyon rahi hai.
          • #140 Collapse

            forex trading main koye be loss nahee hain or ha forex trading main sirf wo trader loss katy hain jin ko forex trading main koyee experience or knowledge nahee hotee hain is ke waja si wo log is main loss karty hain agar ek new trader k pass be acha experience or knowledge ho tu sawal he peda nehe hotha hain k wo forex trading main loss kari
               
            • #141 Collapse

              je nahe asa kabhi bhi nahe ho sakta kay yea kam possible ho jaya kisi bhi insan ko chahay wo ksisi bhi kam main ho yea business main to wo loss kabhi bhi pasand nahe karay gay profit he wo asi chez hay jo har insan ko bohat he pasand hay is leya yea he bahtar hay kay profit is better then loss
               
              • #142 Collapse

                brother forex waqai hi aik riski bussiness ha is ma profit kam or loss hony kay zayda chance han kuch log is ko easily lay ety han or apna loss karwa laty han
                • #143 Collapse

                  Is main profit km ha g fore me loss ziada hone ki waja ye ha k bohat se log is me learning k bgher hi trade krne lgte hen g or is me Forex ko bohat easy le lete hen,Forex trading ko jo log buhat asan samjhte hain woh yeh jaan lein k 3 months mein 95% new Forex traders account wipe off hojatay hein.
                  • #144 Collapse

                    my dear frind mein ap ki bat say agree karta hun jaha forex mein earing zyada say zyada ki ja sakti hai wha forex mein loss kay bee zyada say zyada chance hein is leay humy forex mein zyda say zyada learning karni chaheay
                    • #145 Collapse

                      Yes loss is give every time greater and alots of profitable knowledge.jab tak ap loss nahi karo tab tak ap sahi tariqy sa nahi sekho kahi na kahi koi kasar reh jai gi so ap loss bhi behtr hay jis say ap behtr tariqy sa sekh sakho gay aur behtr sa behtarin ho jao gay
                      • #146 Collapse

                        App ko is main loss tab zada lage ga jab app ko is kam main interesting nahi ho ge aur app ko prfoit ka maza tab hi aye ga jab app ko demo per acha experience ho gaa ur app ka yeh experience app ko zada se zads afe kar ke app ko trading karne de aur app ko loss ka dar na ho .
                           
                        • #147 Collapse

                          sir app ny aik new baat btai k 95 new log forex chorr dety haien aure app ki batt bilkul thek hi treading koi asan kam nhi hi aurr khas toor per new logoo ko is liy shooro m profit kmany ka sochny k bjay apna knowdelge ki tarf dhean dena chay
                          • #148 Collapse

                            possible ha ky ap ka loss profit se zayda ho gy par wo kyo hota ha ap ke less atchute ke vaja se ap ko chaye market ko phorey tarha parhy our trend ko dakhy bas ya ha
                            • #149 Collapse

                              hamain some time loss bhi hota hai or new tradrs ko zyada loss hota hai or is tarah hi hamain acha expericne hota hai or some time loss hona bhi better hai hamary ley jis se amain apni mistak ko avoid kerna thek hota hai or ham again mistake nahi kerty hain but loss se profit zyada acha hai.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                nai jnaab main iss baat pr yakeen ni rakhta. yahn par sab log Mehnat kartay hain k profit kamaayein. to loss ki khwahish kisi ki b nahi hoti. so always profit he behtr hota hai. haan kabhi kabhi loss insan ko smbhlny k lye hota hai jab wo fazool trading krta hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X