Is Loss greater than Profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmer پيغام ديکھيے
    Forex Trading ko jo log buhat asan samjhte hain woh yeh jaan lein k 3 Months mein 95% new forex Traders account wipe off hojatay hein, uski aik waja yeh hai k forex mein loss profit se ziada hai isliye ager apki trade loss mein jaye tu aapka balance zero hosakta hai.

    Share your thoughts.
    ji han foex mein loss ziada hota hy profit sy, keun k forex bohot risky buisness hy or is mein aksar log isliye loss kar jaty hain keun k wo experience k bagher trading karty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      You are 100% right brother. Forex trading aik tough business hai and is mai psychology bohat important role play karti hai. Aik trader agar experience ho and woh patience sai trading karai and hardworker ho to woh Forex mai success pa sakta hai. Lekin aik trader jis ki psychology Forex sai match nahi kar rahi ho and woh is kaam sai satisfied na ho woh kabhi is ko interesting nahi samjhai ga.
      • #108 Collapse

        je han most of time ye boht zyda hota hai es main profit se muger es main app dekhani humare mental profblem hai kiu profit main hum boht he jald trade close kar date hain muger same time hum log loss main hope luga k bethe hote han so forex ye dkhna hoga
           
        • #109 Collapse

          Jee ahn ham lose hony per apni mistakes se learn karty hain but lose kisi ko bhe pasand nhe hai ham sabh profit k liye try karty rahty hain.
          • #110 Collapse

            Agar apny achi planning ki hui hai tu apko chahye k ap apny skills k sath trading karyn aur phr apko loss kam say kam hoga isk ilawa agr apnay baghair kisi tayyr trading ki hui hai tu phr apko loss ziada hoga profit ki nisbat isliye apko chahye k ap achi tarha planning k sath trading krayn takay profit ziada ho loss say.
            • #111 Collapse

              yes is me ap k lye shoron me loss bahut faida de g q k is se ap aopni ghalltion ki drustgei kar sakte.ager ap apni ghaltion ko drust kar lain ge ap forexz pe kamayan bissness kat sakte hain aur zyada munafa kama sake hain.
               
              • #112 Collapse

                g thank you very mmuch apna apni rai dai ha lakin mara khyal sa jitni ap muskil ki bat kar rah a en utna mukil bi ye nahi ha thora bohat mukil ha baqi isme koi tenshn nahi agar apka pas experiance aor ilam ho to ime koi mukil nai ha trading karn ame
                • #113 Collapse

                  loss ko ap hamesha zehn me rakhsain q k iskam me lossa b hota hain aur faida b qk ager loss ho jay to sap ganrana nai qk ye b is karobar ka hissa hain is k bughair ap kam nai kar sakte is profit k sath sath aploss ko zror zehn me rakhain .
                   
                  • #114 Collapse

                    yes ye bat thek hai k forex men loss zyada hota hai but ye bhi new traders ko hi hota hai kion k un ko market ka experience nahi hota hai or wo trading strat ker dety hain or reading bhi nahi kerty hain is ley un ko loss hi hota hai or wo profit nahi kama sekty hain or fail ho jaty hain.
                     
                    • #115 Collapse

                      Base on me i will say that it is not good fr you to have any loss in this business so it is very good for you to take your time and really understand the market direction at any given period of time
                         
                      • #116 Collapse

                        it depends on your trading that how and when you trade it depends on the market also and profit and loss is equall ratio it totaly depends on your luck and wisdom
                        • #117 Collapse

                          loss humesha bura lagta hay aur new traders ka loss ho jaye to kuch khas nai hota but expert traders ka to loss nai hona chaye aur i think kay new traders ko starting main loss faida deta hay aur in ko apni mistake ka pata chal jata hay jis ki vja say loss hota hay aur next time wo mistake repeat nai krty
                          • #118 Collapse

                            is m losser tab profet earn kar sakty ha jab un k pas acha experience ho ga tab wo acha profet earn kar saky gy or koi triqa nahi ha
                            • #119 Collapse

                              Base on me as a trader i will say that it is not good for you to make any loss so it is vry god for you to concentrate at all times when you are trading so that you will be ankle to make good profit at all times
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Han g ye to baat thk hy k loss haqiqat men profit ki nisbt zyada effective huta hy q k is se hamari dil azari huti hy chahy ye kitna he chhuta q na hu

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X