bhai ap 10$ say bhe trading start ker sakty ho lakin 10$ to 5 mint may market lay lay ge ap say mere khayal may kam say kam 150 to 200$ hone chahye agar ap kuch kamana chahty hain ya market may thora arsa tikna chahty hain. forex may jitna zaida amount hoga utna he ziada fiada bhe hoga aur loss utna he kam
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим