ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    asal jo problem ha wo iska knowledge na hona aur proper time na dana ha jiski waja se mostly log isme loos uthaty ha aur hamy hamesha krnay se phly isko phly seekhey aur phir kary jo sabse acha ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
      asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
      my dear friend mere khayl maon forex busienss mian failure ziada lalach ki waja se hai aur yahi waja hia k log is main aker
      loss kerjate hai aur money ko aur ziada honey k chakkar man trade nhi kerte mere dost
      • #318 Collapse

        mery nazdeek forex mai wo trader nakam hoty hain jo ziada ki lalch mai par jaty hain is tarha jo un ko profit hota hai wo usy b ganwa daity hain is lia humy apny target sy ziada kam ni karna chaheya ta k hum loss sy bach sky or aisi ghalti next time na kary.
        • #319 Collapse

          ap ko as ka bara ma abi tak atna he opata chta ha kah agra hamy aysa kam karna hota ha yah ak achi kam ka bara ma ap ko bat sakta ha as ma yah aka chi lagta ha.
          • #320 Collapse

            forex main loss bhoot hai but ager hum forex main theek sy work kre or forex ko smjhe k yeh forex huma profit dy shakta hai ager hum forex ko theek sy kre gain to hame is main acha profit mill jye ga
            • #321 Collapse

              forex pe asal failure jo hai nakaami wo ye hai forex main trading karte waqt greed jo hoti hai wo failure hoti hai jo bohat nuqsaan karwaati hai greed ko khatam karna hoga .
                 
              • #322 Collapse

                Not using stop loss, is the big reason of losing money in forex market, every trader must used the stop loss every time . It gives us less loss and we can do more trades after hitting the loss. Every trader must understand the importance of this tool in trading.
                • #323 Collapse

                  Mere nazdik to forex main wohi failure hey jo forex ko achi trha se learn nahink arta hey aur is main work start kar deta hey to woh is main fail hi hota hey aur kabhi bhi kamiyab nahin hote hey.
                   
                  • #324 Collapse

                    mere nazdik forex ka future bohot hi ziada bright hey aur agar hum forex ko achi trha se learn kar lete hain to phir hum forex main bohot hi jaldi achi trha se successful ho saktey hain.
                     
                    • #325 Collapse

                      forex main sub se bara failure jab hota hai jab app aik galti ko bar bar karen.aur nuksaan ho apko.forex risky market hai aur iska analysis kerna easy nahi hai saalo lag jate hai trading sakte main.
                      • #326 Collapse

                        Well, mari nazr ma tu aysa kabhi nhe huta k aap forex ko khud sy chorny ki karen. Simple si bat hy k ye aik business hy or business ma profit loss tu huta he hy. rahi failure ki bat to bhai es failure us he sorat ma aata hy jb aap ka capital end hujata hy. us sy pehly nhe
                        • #327 Collapse

                          mery nazdin forex trading me asal failure overvolume sab se bad habit hai. Forex ko agar jitna easy bana dain gay ye utni easy ban jay gi or jitna tough bana den gay ye utni hi tough ban jay gi. Forex is a very good business like any other business you have to treat it.
                             
                          • #328 Collapse

                            forex main jo asal nakaami hoti jis ki waja se to aik to hai ke greed jo hoti hai wo ye nakami ka sabb banti hai trading main aur himmat haarna bhi ek nakaami ki reason banti hai iss liye work haard hona importnat hai .
                               
                            • #329 Collapse

                              Mery khyal main forex trading main failure ki waja humari khud ki lalach hoti hay agar hum forex trading say thora profit lay kar apna guzara karty jayen to hum forex trading say loss nai karty jab bhi lalach karty hay to loss hota hay aisa nahi karna chahiey.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Jahan tak mera khayal hai forex main knowledge or experience na hona he asal failure hai kyn ke logo ke paas proper business ka knowledge nhi hota or wo trade karte waqt ghalatiyan kar lete hain or loss kar lete hain or baad main apni ki huwi ghaltiyoon se main kuch nahi seekhtai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X