ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    maray nazdek to failure yea he hay kay ap log jo loss kartay haan wo he humara failiure hota hay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      mere bhai forex me ziadda failure oss time hotta he jab humm ziadda lalch karte he orr humme lose ho jatta isi lae humme failure se bechne ka lae lalach nae krnna chahe lalach burri balla he
       
      • #348 Collapse

        Mere nazdik real failure loss milna nahin balke loss ke bad har man ke trading se give up karna or try krna chor dena failure hai kyunke ek sensible trader loss k bad bhi khud ko motivated rakhta hai or give up nahin karta jab tak success na pa le.
        • #349 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: shinystars
          It's commonly known that most forex traders fail. In fact, it's estimated that 96 percent of forex traders lose money and end up quitting.i thnik Risk management is key to survival. You can be a very skilled trader and still be wiped out by poor risk management. Your number one job is not to make a profit, but rather to protect what you have. As your capital gets depleted, your ability to make a profit is lost.
          I am agree with your message brother. I think we need to learn from our mistakes and loss. Because failure is the mother of every success. so we need a lot of practice to become success and build up our future. Thanks.
          • #350 Collapse

            forex pe asal failure to i think jo asal failure jo nakaami hoti jis ki waja se to mere khyal main wo hoti hai laalach ziada laalach greed karne se nakaami hoti hai to ye hee forex main kaami ka sabab greed hee hoti hai iss liye iss se door rehna behtar hota hai .
               
            • #351 Collapse

              forex mein fail wo log hotay hain jo k lalach kartay hain.q k lalack chakar mein wo log wo bhi hath se gawa beathtay hain jo profit un logo ne earn kia hota ha.is liay 1 din mein jitna ap ka target ha wo aghar ap ko mil gaya ha to ap usi per
              • #352 Collapse

                Forex mein sab s main reason hai fail hony ki jald bazi or less mind of trading. jab ap soch samj kar learning kar k demo account par practice kar k trade mein ao gy to ap k liye ye best rahy ga. ap is method sy profit earn kar sakty ho/
                • #353 Collapse

                  Forex trading main failure us waqt hota hai jab aap ghalat buy ya sell karte hain aur aap loss main chale jate hain. ghalat trading aap us waqt karte hain jab aap pareshan hon, jaldi main hon ya aap lalach main ajain. so tahammal se trading karte jain aur profit banatay jain.
                  • #354 Collapse

                    jnab forex main ap us waqat failuer hoti hai jab ap forex ko learn kia bgar earn karna start kar date hai aur ap ko market ka bare main koi andaza nhi hota aur ap rato rat ameer hone ka sochne lag gate hai jis se ap ka dil main lalich agata hai is trha ap ko boht loss ho gata hai is liya ap jab kafie loss bardasht karty hai tab ap phir forex ko chorne par majboor ho gate hai
                    • #355 Collapse

                      mere nazdik lack of knowledge bhi ek main cause hai forex main failure ka because hmare pas knowledge hota koi nhi aur hum trade krne aa jate hein humein chahye k forex k bare learning krein aur target set krein kam se pehle aur jab target ko meet kr lein tu chor dein kam ko aur jb market ka trend samhj na aa rha ho tu risk bhi na lein
                      • #356 Collapse

                        busniness mein to aisa hota rehta hai koi bhee kaam ho ager aapkoi product bana ker market mein bechtay hein to kya guarantee hai keh sab products sale ho jaen gay?isi tarah forex hai her trade mein sirf faida ho aisa zaroori nahin so dil haaray bagher yah kaam jaari rakhna chahiyay.
                         
                        • #357 Collapse

                          mere nazdeek to forex me koi failur nhi ha failure hum me hai hum boht jaldi krtay hain forex me jaldi earn krne ki sochte hain aisa nhi krna chiye humain pehle achi knowledge leni chiye or expereince hasil krna chiye us k bad hi hum zyda profit le skte hain
                          • #358 Collapse

                            mery khayal ma forex ma sb sy zada failure us waqat hota h jb ap koi lot to laga do likan ap ko beger dekhy smjy laga do gy to phr wo lot ap ki profit ma bhot hy kam hoty h es ly yi zarori h k jb ap koi v lot lagao to ek hy dafa soch smj kr lagao to phr mery khayal ma koi bhi failure ny ho ga.
                            • #359 Collapse

                              Forex ma failure wohi hay jo jaldbazi sa kam leta hay aur 2sra wo jis kay pass balance kam hoya hay aur greed ki waja sa wo big trade open kar deta hay ya phir bht ziyada trades open karta rehta hay jald aur ziyada profit ki greed ma a kay jis sa wo apna loss kar deta hay aur phir forex ko bura smajta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                asal mai failure yehe hai app is mai gredd say trade na kren is mai he app k liye faida hai yehe sab say bari failure ki wajah hai is ko theeek karna ho ga ager kuch kamana hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X