ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    forex me laalech hi sub se asel failure ha jab aap apni earning ka target ziada rukhain gay ore short time me ziada rich honay ki koshish kerain gay to aap ka loss ho ga wohi asel failure ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      dear mere khayal se forex me sabse bara failure greed hay kyu kay forex aesa wahid business hay jo humain unlimited profit deta hay aur hum unlimited profit ko daikh kar laalach me ah jate hain agar hum laalach ko control kar lain to aani se profit earn kar sakte hain.
       
      • #273 Collapse

        mere nazdeek asal main forex pe failure jo hai wo ye hai ke laalach jo hoti hai to kew ke laalach bohat bari bala hai iss liye jab hoti hai to phir failure hojaati hai .
           
        • #274 Collapse

          forex me asal failure to sab se phely bagar knowldge ky shoro kar dana our jo pakistan me logo me ha laluch ya insan ko lay dobth ha jis se hum baz nahi ath ha ya mere nazdhk ha
          • #275 Collapse

            me to samjta ho ka forex business me failure ka aik buhat bara factor Greed ha jis ke waja sa buhat sa trader apni investment lost kar deta ha ,
            • #276 Collapse

              forex trading bussiness me ade se ziada log loosers hain or me ye sochta hu k failures wo hain jo kabhi bi chart check ni krte or wo log bi ahin jinho ne forex ko learn ni kia achi tara or na hi achi trading ki so they are loosers in my way./
              • #277 Collapse

                asal failure woh jo is ko samj na paye aur is ko continue rakhy k me kar sakta hun aur woh is k ley aur pesy aur pesy invest karta rehta hy aur akhr us k pas kuch nahi bachta ager woh kisi sy mashwara kar leta to bach jata aur pher jo loss kary ga then usi ko repeat kary ga aur successful na bany ga.
                • #278 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                  asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
                  meray nazdik forex mai shortcut methods of earnaing ko use karna , jese k kisi ki post ko copy kar k paste kar dena aesa karnay say ham khud ko aik failure member sabit kartay hain
                     
                  • #279 Collapse

                    ji asal main forex business main failure kuch cheezu se hoti hain jo hum hamesha wahi karety hain trading k dooran phely lalch dosraa afraid hona 3sraa trend ka pata nahi hona ...ye 3nu chexxu ko humein teek kar na chahyeh phr hum lose nahi karnegy aur acha profit kamyengey
                    • #280 Collapse

                      mere khyal mai to hamari lalach he hai jo is trading mai ham logo ki failure ki sb sy bri waja hai. kiun k hum lalach krtuyhuye boht zyada money invest kr dety hain hain aur humy kuch b hasil nahi hot sirf loss k. toh hum logo ko greedy nahi hona chaheye
                      • #281 Collapse

                        i think the failure is the only one thing the knowledge if we will not trade in the forex with the knowledge then we will not get the success the knowledge is the failure of the success
                           
                        • #282 Collapse

                          forex ma loss tu hota ha forex great job for you people can failure in trading people can do this job at home forex great job for young people do at home
                          • #283 Collapse

                            log is lea fail hote hain kun k log jald baze karten hain or lalach bi karten hain or experienc k baghar kam karten hain jo tekh nahi hai
                             
                            • #284 Collapse

                              meray nazdeek forex mein failure sirf tabhee hota hai jab aap seekhay bagher kaam ke koshish kertay hein.kuch loag kam profit ko failure samajhtay hain jabkeh profit kam ho to aamyabi aur profit ke bajae loss ho tabhee failure kaha ja sakta hao
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                bhai forex mein sb se badhi wajah fail hone ki yeh hai ko log learning ki taraf nhn ate kyo ke forex ek aisa business hai jo ke skills and learning ke bagher nhn ho sakhta ap is mein zaror kamyab hote ho agr ap acha sekh lete ho aur dosri wajah failure ki yeh hai ke log bohat greedy hai forex business patience ka kam hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X