ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1771 Collapse

    gold trading tak jany k leya kuck time or envestment ki zarourat hoti hai es k bena apa gold trading naai kar sakty or jab kesi my kuch time ho jay tu ap gold trading hasil kr sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1772 Collapse

      asal me failure mere nazdeek wahi hai ke jis ke pas is business ki proper knowledge nahi ho agar knowledge nhi ho or phir bhi banda live account use kare wahi failure hota hai is business me is lye knowledge hasil kar ke he is business me kaam karna chahiye aap ko .
      • #1773 Collapse

        mery nazdeek froex me asal failure wo hy jub tum market ko fhl learn nahi krty lakin greediness ke wja se gambling start krky kafi loss kr jaty ho..Humy real money k sath juwa nahi khelna chahey blaky eske izzat krni chahey..
         
        • #1774 Collapse

          forex main asal main failure wohi hy jo bina learning or experience k trading karta hy, jis ki waja sy wo ghalat waqt par ghalat trade karta hy jis ki waja sy use loss bhi hota hy or uski investment bhi zaya hoti hy
          • #1775 Collapse

            Dear bhaat sai loog esa hain go is forex trading ko bna practice start karta hain or phir wo is sai fail hota hain or aaga nai ga pata ye theq nai .
            • #1776 Collapse

              forex main wo tamam traders fail hai jo chahay forex say acha earn ker rehay ho lakin is main sl , money management , risk reward ratio aur phir kisi achi strategy ko fallow na ker rehay ho ager in tamam batoo pay amal kia jay tou ham forex main bhoat acha earn ker sektay hai. aur hood ko lose say becha sektay hai.
              • #1777 Collapse

                bhai forex trading main loss aur profit dono kay chaances hotay haian iss liya try karain kay traading ko mukamaal learning kar kay start karain aur loss honay pe uss ki reason ko daikain aur apni galtiyun ki isla karnay ki try karain aur apni planning ko change karain aur try karain
                • #1778 Collapse

                  forex busianess ma wo log nakam rhta hay jo is busianess ma greed zada karta hay. ou in ko as ma loss b ho jata hay mary bhie forex ma wo log he nakam hota hay jo is ko dil sa nhie karta . i like forex busianess.
                  • #1779 Collapse

                    Sir mere nazdeekh failure wohi hai jo forex say kuch nahi kamata hai qiun kay usay kuch pata hi nahi hai kay forex may kaam kese kerna hai or dosri baat jab apko kuch ilam ho ga tab ap log kama bhi saktay hain thank u
                    • #1780 Collapse

                      mery nazdek forex me sab se bada failure wo hota hai jo har man leta hai kyoun k forex ek aisa business hai jis me kabhe loss hota hai to kabhe profit hota hai or is me kabeh beh har nahe manni chaye chaye jitna loss hojay
                      • #1781 Collapse

                        We can say that those are fail in this business. They are work the market with out learning and knowledge.
                        • #1782 Collapse

                          Aslam o alikum janab mere khayal me forex me failure ki main wajha forex ka proper knowledge aur experience ka na hona aur iss me greed ka karna some time jald bazi se loss ho jata hai
                          • #1783 Collapse

                            forex trading mai falure ke asal waja lack of knowledge hy log ata tu hy lakin sekh ker nai jis sai wo trading be kerta hy per kamyab nai hota or nuksan ker bethta hy
                            • #1784 Collapse

                              asslam o alikum my all freind g han bro ap ki ye bat sahi ha forex trading ma log is liya loss karty han kyon ka wo is ko bs short time ma big earning krna chaty ha is liya zaida tar log is ma fail ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1785 Collapse

                                pkkjbvhb iki the lagging indicator. how do you handle this? do you use multi timeframe? how manyMA used? i don't get your strategy spesifically.. perhaps u can add somhggigy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X