ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    forex markit main faida hota hai magar wo log kameyab hai jo forex markit ko jante hain or profat karten hain markit ko samajhna bohot zarore hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      forex main asal main failure wohi hy jo bina learning or experience k trading karta hy, jis ki waja sy wo ghalat waqt par ghalat trade karta hy jis ki waja sy use loss bhi hota hy or uski investment bhi zaya hoti hy
       
      • #363 Collapse

        Asal mai bat ye hai ke boht se log Forex per ate hin aor unko zara b knowledge nahi hoti forex k bare main aor wo trading b shroo kr dete hin. iss waja se unko lagatar loss hota hai..
        • #364 Collapse

          Friends! Forex Market aik high risk business hey. is meyn heavy loss ka bohat important factor hey. agar aap ko frequently loss hoto aap ke 2 sections meyn issue ho sakta hey. aap ki strategy weak hey ya aap ka experience sufficient nahi. forex meyn loss ho sakta hey lakin apni failure se na seekhna asal loss hey.
           
          • #365 Collapse

            i think forex aik real business and i think for more info will need prepared and expertise equipped individual that preserve his / her bank account normally. Currency trading small business is usually a extremely proficient small business.
               
            • #366 Collapse

              In my point of views the real failure in the forex is person who have not enough knowledge and experience about the forex trading the main reason he was very lazy person, so he cannot earn anything and cannot gain anything from the forex, he will be failure of forex.
               
              • #367 Collapse

                forex ma bht sa log chota sa loss pa dis heart ho jata ha or forex ka picha batain krta han or akhir ma is market ko chor data ha mara khyal ma asal failure ya ni ha k ap ko loss ha balka failure tab hota ha jab ap apni feelings pa control ni rkh sakta or jaldi dis heart ho jata han so try to control emotions while tarding in forex
                • #368 Collapse

                  forex treding me ap ka asel failure yehi hota he ke ap over valeem ho jate hain,ya phir worng desiyn hota he,ap ko jab lgta he ke markeet up jae gi to ap bay krte hain lekin markeet selling kr dedti asl me failure he hi ye.
                  • #369 Collapse

                    forex main jo lalach krta ha or jo over trading krta ha ,or jis k pas knowledg enahi ha whi failer ha ,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki knowledge hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex main koi cheating nahi ha ,ye pure work ha
                    • #370 Collapse

                      bae g is ma bht se log forex ma loss kart he waja ye hy k log samjte he hum ne order lagaya hy or market un k favour ma b a jati hy wo or lalache ma a jata he tbi jo balacne aya howa hota hy wo b loss kar k apne account ma se b loss karwa kar beth jate he quch log market ko theek analysis nhi kart he tbi loss kart he
                      • #371 Collapse

                        main ne to aesa kbhi nahi socha ke ab main forex ko chor doon iss markeet mein aesa wo loag sochte hain jo greed krte hain aur loss krte hain phir wo apni galti se nahi seekhte aur again loss krte hain aur wo aesa sochte hain
                        • #372 Collapse

                          dekhiye forex humein khud se loss nhi deta. Humein loss hota hai to apni galti ki waja se hota hai q k hum koi na koi asi galti kar jaty hai jis ki waja se humein loss ka samna karna parta hai. Or ap k knowledge me koi asi kami reh jati hai jis ki waja se loss hota hai. Is liye jab loss ho to ap ko chahiye k ap jab loss gain kare to dil mat harein balky ap apni galti se sikhein or koshish kare k next time us galti ki waja se ap ko loss na ho.
                          • #373 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: atifraza پيغام ديکھيے
                            dekhiye forex humein khud se loss nhi deta. Humein loss hota hai to apni galti ki waja se hota hai q k hum koi na koi asi galti kar jaty hai jis ki waja se humein loss ka samna karna parta hai. Or ap k knowledge me koi asi kami reh jati hai jis ki waja se loss hota hai. Is liye jab loss ho to ap ko chahiye k ap jab loss gain kare to dil mat harein balky ap apni galti se sikhein or koshish kare k next time us galti ki waja se ap ko loss na ho.
                            ji haan you are absolutely right brother forex aik aisa business hai ke jis me kabhi bhi aap ko khud se loss nahi hoga balkey is me aap ko apni mistakes ki waja se loss ya profit hota hai yeh sab aap per depend karta hai .
                               
                            • #374 Collapse

                              mery nazdeek froex me asal failure wo hy jub tum market ko fhl learn nahi krty lakin greediness ke wja se gambling start krky kafi loss kr jaty ho..Humy real money k sath juwa nahi khelna chahey blaky eske izzat krni chahey..
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                Dr ap nay ik acha wuistion keya hay forex may asal may faliure kay kai wajhat hay magher main kuch wajuhat hay lack of experience ,sp greed zyada kertay ho to isi wajah say ap loss ker daitay ho , and tm koi proper planing nahe kertay investment kay baray may

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X