hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    bhai hedging se hum na sirf apney loss ko rok sakty hain balky apni trades me profit bhi hasil kar sakty hain and hedging se hum ko trading bhi karne asani ho jati hai or iss se hum ko loss ka khatra bhi nahi rehta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Jaab app trading mein bohat zyada loss kee waja see phans jateehain hain aur order loss mein chal raha hota hai too uss time per app ekk opposite trade laga dete hain taqein app apnee account koo bacha sakein yeh hedging hoti hia
      • #168 Collapse

        hedging aik forex ka method hai earning kerny ka but thora difficult hai is method main wo tarder kamyab ho skata hai jo jes ky pas news tarding ka knowledge ho otherwise is method main loss be ho jata hai
        • #169 Collapse

          yar jahan tuk meen janta hoon hedging aik aisa tareqa kar hy jis sy aap apna loss minimize kur saktay heen, yeni aap ki koi trade aap ky khayal ky mutabiq ulti ho gey hy oor aap samjhtay heen ky ye dobara wapis aaey gi tu aap osky makhalif dosri trade laga kur loss ko minmize kur saktay heen. laikun es pur tuwaja rakhni paray gi, takay dosri trade ko burwaqat close kya ja saky. es ky elawa kuch trader hedging ko stretegy ky toor pur bhi istamal kurtay heen.
          • #170 Collapse

            Forex Trade:
            hedgini bhi achi technique hai but is kay bhi acha time find karna hoota hai agar stop loss ki help say trading ki jaye to ye acha hai or hedging karna bohat risky hota hai. is lye main hedging kam he karta hun.........
            • #171 Collapse

              dear ya Hedging forex ki trading mein aik option hai ya trader us time use karta hain jab un ko fear hota hai k jo un ne trading ki hai us se itna ziada loss ho skta hai k un k account clean ho jaha ga. iss liya wo hedging ko use karta hain. aur apna account ko save kar leta hain.
               
              • #172 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: kashif702 پيغام ديکھيے
                aslam o alekum mery is forum kay sub members say sawal hay kay ye hedging kia cheez hay aur is ka humain kia faida hota hay tardingn main please explain it thanks
                Dear hedging aik bahut he use full trick hai aur agar hum iss ki achi tarah practice karen tu humain isska bahut faida hota hai agar hamari koi trade e.g sell ki trade bahut ziada loss main ja rahi hai aur humain yaqeen ho k yeh trade loss main jati rahy gi tu hum ussi pair aik dosri trade buy ki laga lety hain aur iss tarh yeh profit main jati hai aur jab hamara loss recover hota hai tu hum uss trade ko close kar dety hain.
                • #173 Collapse

                  sir hedging ka boht faida hota hay agr ap koi order lgaty ho or ap ki trade loss main jana shru ho jati hay or ap ka loss increase he hota jata hay or ap order close bhe nhi karna chahye us time ap ko hedging karni chahye agr ap nay sell kia hoa hay to usi lot size pr ap ko buy ka order bhe lga ddena chahye es ko hedging karnaa bolty hain
                  • #174 Collapse

                    ji es ka forex trading ma bhot fida ha es se hum apna loss ko kum kar skty ha par es wo he use kar sakta ha jis ka pass forex trading ka knlowedge ho.
                    • #175 Collapse

                      Dear friend hedge ka matlab hai 1 he point par Buy and sell ki same volume size mein lots ka place karna os sy na to apka loss increse hota hai or na he profit kyu k buy and sell ki 2 lots lagi hoti hain isko hedge kehty hain...
                       
                      • #176 Collapse

                        my dear ma abhi forex tradeing me new hoon or mujhy abhi is ky baary men koi illm nahin hay is liy i am realy sorry for this question
                        • #177 Collapse

                          agar aisa hota hai trading main tou mujhe bikul abhi pata chala hai kyun ke mujhe nahi pata tha ke heding kya hote hai.agar is se loss kaam ho jata hai tou ye tou ache cheez hai.:)thanks/nyc thread
                          • #178 Collapse

                            hedging us process ko kehte hain k ap jab do opposite trades dal lete hain mean agar ak sell mainha to dosri buy main dal lain kabhi use nahi kia es lie apko esk good or bad pointa nahi bata sakti
                            • #179 Collapse

                              forex main hedging yah hai ap sell par pair ko laga laitay aur pair condition profit ki taraf ja rahi ho tu ap ko buy par pair laga laina chiyay. ais say thora buhat asaraaa ho jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                to my way of thinking, successful traders should share their secrets but not to everyone. A successful trader should share secrets with people who can understand those secrets and can work accordingly, otherwise it will not be wise from any angle to share your secrets with everyone.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X