hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ddear ya aik trading startgy hai jis ko amny abhi tak use nahi ki hai iss liye ma iss bary koi b information nahi dy sakti hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      this is very impotent because money is your and risk is also your . so before start trading you can practices in demo account than start trading in real account . always analysis market movement than start trading in real account
      • #18 Collapse

        dear hedging main ap na ager koi trade lagai ha ager ap chaha ho ka ap ki trdae zadha lose main na jaye . ager ap na sell main jis volume main trade open ki ha ap utna hi volume ki trade buy main oopen karta ho to us ko hedging karna khatain hain . is main ap ka lose stop ho jata market chaha jitni marzi up ya down chali jaye ap ko lose nai ho ga is main
        • #19 Collapse

          Bhai choro is ko...is ka koi faida nhi hota...ye just apk trade ko com[plex kar deta hai..ap bus apny mind ko apni trade par use kro.
          • #20 Collapse

            janab treding mein hedge ko us waqt use karty hai jan ap ko zeyada loss hony ka khatra ho matlab ap ne ak buy ka order liya hai or market achanak neche any lagi ap ne loss se bachny ke liye ak sell ka order bhi ly liya is ko kehty hain hedge.
            • #21 Collapse

              Hama hading ka faida ye hota ha ka jab bi ham trading ya posts karata hen has kar new usser to ham ko bohat si asi cheezo ka pata hit a ha jo hamn pahla nahi janta esi ptara hma kam karna me asani ho jati ha
              • #22 Collapse

                mary bhi main is forum main new hon is waja sy mujhy is ky bary main ni pata ager kesi ko pata ha to plz hamin bhe batain
                • #23 Collapse

                  ji my dear ap ney pochaa hain k hedging kya hain aur kya faidaa hain janab bht se big traders stoploss nahi use karty wo hedge kar dety ahin account ..aur is ka ye faidaa hain k unko pata hota hain market so khabi b hedge open kar k trade open kar sakty hain
                  • #24 Collapse

                    Brother hedging woh trade ha jo hum honay walay loss k against lagatay han.for example agar aap ko loss ho raha ha to aap nay sell liya hova ha aur yeh trade aap ki mines main chali jati ha aur ab aap loss ko kam krnay k liyay jo buy lan gay usay hedging kahan gay jo aap k loss ko kam say kam kr day ta k aap ko na zayada loss ho na profit.
                    • #25 Collapse

                      yar bahi hedging aik darmayani situation hoti hai ka is situation ma na ap ka loss huta hai na ap ka profit huta hai yani ap ka account stable rahta hai us ki equity pa koi asar nahi parta utni hi rahti hai yah main yuah chez hoti ha ka apna aik account ma aik hi currency pa 2 trade lagai buti hai aik buy hoti hai aur aik sui pa sell hoti hai
                      • #26 Collapse

                        hedging is good term in forex trading in which a trader reduced the loss ratio when you see your trade is in loss and may be you face big loss then you can hedge your trade in forex trading and in this way your loss is stoped
                         
                        • #27 Collapse

                          dear hedgeing ka forex trading me bohat hi zayada role hay agar ap forex trading me apna balance same rakhna chate hain to ap ko buy aur loss dono order lene hon ge es se ap ko na loss ho ga aur na hi profit ho ga.
                           
                          • #28 Collapse

                            hadging ek bohat acha triqa ha is k waja s humy loss hony s bach jaty ha humy loss nahi hota ha yani hum is m ek h pair m buy or sell karty ha is humy loss ho raha tu tu wahi stop ho jata ha account wash honys bach jata ha
                            • #29 Collapse

                              "Heding" let suppose you buy erusd and it goes in loss continuously going in loss and you did not close this trade for and want to stop then you hod short position of eurusd by this loss become constant it do not in loss further loss so that is hedging.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bhai hedging means deals ko lock kardaina agar deal upar jaegi to bhi ap ko profit or neechay ayegi to bhi ap ko profit isliye hedging se market se ap ziada tar profit he earn karte ho lekin is k liye ap ko right time pata hona chaiye hedging break karne ka.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X