hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yes forex trading ma hedding ka matlib hai agar hamara acount loss ki tarfi ja raha hai to hum ese aik trade sell ki aur use price ki aik trade ki bye ki laga de to ye hedding ho jaye ge market jdhr bhe jaye na hamye loss ho ga aur na he profit.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      dear hedging bohat hi profitable aur loss se bachati hay. hedging ka matlab hay kay aik hi currency par buy aur sell dono lagate hain aur es ki us waqt zaroorat hoti hay jab humain market kay trend ki samaj na ah rehi ho aur hum confusion me ho to hedging se hum profit earn kar sakte hain.
         
      • #48 Collapse

        dear i am new trader in forex trading online earning source and i think that this is a very very easy business and i am learning forex trading and i am not wel expert in forex trading business yet
        • #49 Collapse

          forex main heding aik kisam ka bohot hi important method hey agar apko forex main loss araha hey aur market aik taraf apkey against ho gai hey to aap is main hedging karke apne account ko lock kar sktey hain aur wash ho ne se bacha saktey hain.
           
          • #50 Collapse

            W\Salam
            my dear bht dafa asi suchsution ban jati hai ke humien heading ke kaam lena hota hai is se ye fida hota hai ke os time per ap ka loss stop ho jata hai aur phir munasib waqat dekh kar apni trades ko close karte hain but yad rahe ye mustakil hal nahi is business ka
            • #51 Collapse

              ma ak new trader hu aur isi month trading suroo ki ha mery heyal say jam app nay sell ya buy ke trade open ke huti ha tu agir app ko loss hu rha ha tu app uss kay muhalif trade open kar detay ha jess say app ko zeda loss nahee huta.
              • #52 Collapse

                dear hedging ka meray hisaab sy to ye matlab hai k forexample aap ny aik buy ki hai or market neechy aa rahi hai or aap ko loss ho rha hai to aap aik sell b kr do market jab apni limit tak jaye neechay aap whn aik buy kro or market dobara ooper aaye to whan py aap us main sy sell kr do means dono main sy profit bana lo.
                 
                • #53 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: kashif702 پيغام ديکھيے
                  aslam o alekum mery is forum kay sub members say sawal hay kay ye hedging kia cheez hay aur is ka humain kia faida hota hay tardingn main please explain it thanks
                  my friend it is the great thing in the market you can find many software about this matter ,in this way you can control your loss and do the maximum profit i really like this method and i love it ,and i mostly do the trade with the hedging
                     
                  • #54 Collapse

                    sir hedging wo cheaz hai k jab aap nay aik he symbol par sell b laga do or usye symbol par buy laga do is tahran aap ka account hedging ho jata hai or aap ke equity ruk jati hai na kam hoti hai na zyda hoti hai//////// thanks
                    • #55 Collapse

                      sir hedging wo hoti hai agar ap nay apny real account pay agar buy lagye hai to aap ke trade agar loss main ja rehye ho eqyity kam ho rehye ho to aap usye symbol pay sell b lga do aap ka account hedging hp jay ga
                      • #56 Collapse

                        bahi janab hedging wo trade hoti hai jo kisi trade k opposit lagai jay yani k ya second trade hoti ha ya loss sa bachna ya loss ko kam karna k lya lagai jati hai for Example agar aap nay sale ki trade lagai hue hai aur wo loss main ja ri ha tu aap hedging karo gay aur is k opposit yani sale ki lot lagao gay us sa aap ka loss usi jagha pa lock ho jay ga aur wo aagay nahi barha ga is ko hedging kahtay hain
                        • #57 Collapse

                          hedging is the must for trading. agr ap sahih toor pr market ko hedging kr laty hain to yh faida data ha. kion k market ko aisy nhi chorna chahe stop ya hedging must ha agr ap kuch hasil krna chahty hian to.
                          • #58 Collapse

                            ye bhi trading ka ik method hai or newbies kay liey ye theek hai.hum is method main ik he point pay buy or sell karty hain.agar loss hoota hai to phir profit bhi to hoota hai.is tarah ki trading ko hedging kehty hain.
                            • #59 Collapse

                              forex main jab market hamarey hath se nikel jati hey aur hamen loss clear nazar arha hota hey aur hamen kamiyab bilkul nazar nahin ati hey to phir hum apne account ko hedge kar lete hain aur wahin par hi hum apne accoutn ko lock kar dete hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                mara bhai hedging ka matlab ha jab ap ka profit and loss same ho ya pher ap ka loss hona ya profit hona band ho jai to osa kahta ha hedging in simple words. buy and sale with same volume in the opposite direction.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X