hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    jaisa k hum sub jantey hain k forex trading ik international karobaar hai is liye is me sub logon ki sahooliyaat ko mad de nazar rakhtey hue is k kuch qiadey qanoon bnaye gai hain k jis se is k workers ko koi faida ho isi tarah hedging b un me se ek aik hai jis ki madad se aap apne doobtey hue account ko kisi had tak bcha saktey ho agar aap ne koi trade buy me lagai thi magar wo sell me ja rahi hai aur aap ka account wash honey ja raha hai to aap usi size ki sell me laga kar apna account stable kar saktey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      hedging ke zaree ap apne loss ko control ker sakte hain agar ap ko forex trading main achi earning hasil kerni hi to ap ko achi terms like f trake profit stop loss or hedging ko apni trading main use kerni ho gi then hi ap kamyab ho sakte ho
         
      • #123 Collapse

        Dear Hedging Forex Trading ka aik bohat hi important feature hay . Forex trading main jab aap ki trade aap kay opposite chali jaye to aap us loss ko control karny kay liye us direction mian same lot size ki aik aur trade kar dety ahin . jis say aap ka account hedge ho jata hay aur aap ko mazeed loss nhi hota.
        • #124 Collapse

          bhai me abhi forex me new hon aur me bisi sawal ka jawab talash karnay ki koshsih kar raha hon.mjhay umeed hai k me bhot juld is sawal ka jawab talash kar lon ga.
          • #125 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: kashif702 پيغام ديکھيے
            aslam o alekum mery is forum kay sub members say sawal hay kay ye hedging kia cheez hay aur is ka humain kia faida hota hay tardingn main please explain it thanks
            hedging us chez ko kehty haijn jab aik he time mein 2 trades laga lain maslan ap buy sell kar dain aik he time or jab aik profit mein aye to usy close kar dain or dosri loss wali profit mein aye to usy bhi close kar dain isko hedging kehty hain.
            • #126 Collapse

              hedging ka mrlb hey keh ager ap ney ek trade sell ke lgaie hey 1$ ke aur woh 100 point loss main hey aur ap ko lug raha hey keh yeh mzeed bhe loss mian ja skte hey to ap us keh liey 2 ya u sey ziada colume ke trade open krety hian buy ke ta keh ap ka total losss cover ho jaiey yeh hedging hote hy
              • #127 Collapse

                Dear i am using this option since three days on my account its all about the experince of market, ap experience kay mutabiq pending trade lagao jo kay agr ap ko nuqsan de to ek us ka opposite trade laga do
                • #128 Collapse

                  Hedging can be traded and I think it needs to be experienced to be understood well and I think it needs to be good strategy for trading him well
                  • #129 Collapse

                    hedging ke zaree ap log bara loss se bach sakte hain agar ap forex trading main kamyabi hasil kerna chete han to ap ko cheye ke ap sub se pehle achi learning ker loo then demo account main apni practrice ke ker apne skills ko develop kero then hi ap kama sakoo gye
                       
                    • #130 Collapse

                      forex trading business me hedging hoti ha bhai ager ap market me trade karty hain kisi cruncie ko sell karty hain 0.01 ki lot se to ap ko los ho jata ha or ap chty hain k ap ka account wash na ho to ap usi pair ko usi lot size se jab buy karin gy to ap ki trades hedge ho jain gi so ap theak time dekh k hedge open kar skty hain
                      • #131 Collapse

                        hedging ye he k aick hy price pe buy or sell k orderlgana to ye hedging ho gy hedging se us waqt loss hota he jub market ne aick trend pkra ho or ap ne tp or stoploss use na kye hn is trah ap ka account wash bhe ho skta he
                        • #132 Collapse

                          Heading kisi bhi topic ka main head hota ha iss liye zarori ha kay hum iss main topic ko daikhain aur iss kay baad iss par tawaja karain kiun kay agar hum main heading ko daikh kar hi kaam karain gain to yah humary liye buhat acha option ho ga
                          • #133 Collapse

                            jab bhi insan koe bhi kam shoro karta hay to start main us ko hegitation to hoti he hay maray dost lekin jasay jasay ap is main enter ho jatay hoo fully to ahesta ahesta ap is kam main expert ho jatain haaan aur ap ko yea kam mahsos bhi nahe hota haay maray dost
                            • #134 Collapse

                              dear ap is me buy b saath hi dall do jb tk k market apna trend change na krey i thinkis ka koi faida nahi ha g is me ap ko correct decision krna ho ga or ye acha hai or hedging karna boohat risky hoota hai.is liey main hedging kamm he karta hun.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                agar aap ne market me buy ka aik order lagaya hoa hai or wo profit me hai tu aap usko close kar kay sell karny ki bajay sell kar dety hain tu ap kay aik hi wakt me dono orders (buy/sell) lag jaen gay jo kay amooman stock me hota hai. Forex me lot ko profit me close karna parta hai or phir second decided order lagana parta hai agar aap hedging Karen gay tu ap kay dono order lagy rhy gay or apko koi bhi result nahi milay ga. agar apka ik order profit me hoga tu doosra utnay hi loss me hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X