hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    edging ye hota ha k ap ne agr sell dali hui ha to market oper se oper jana shru kr de or ap ko loss ho raga ho or AP is me buy b saith hi Dall do j kt k market apnea erst mural who second trade hoti hai jo hum apni pehlay lagi howi trade k opposite laga daity hai jis se humari equity lock ho jato hie or na us Mai koi changes as hie an he loss z
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      hedging cheez to phir kamal ki hai bhai lekin ye new user ke liye to risk hi risk hai is liye new user ko hedging nahi karni chaiye nahi to new user ko loss ho jay ga.... hedging siraf old and expert trader ke liye hai jo forex ko achi tara se jantay hain.... or loss nahi kartay balke profit kartay hain...
      м.αqєєℓ ѕнαнzα∂
      • #318 Collapse

        main is forum per new hoon mjhe is ke bare main koi information nhe hai agr ap main se kisi ko bhe is ke bare main pata hai to mjhe bhe bata dain thankx.
        • #319 Collapse

          Forex trading mein hedging traders jaab kartay hian jaab un kee koiee trade loss mein phans jati hai, jaisay agar trader nee buy kaa order lagaya hai aur market sale per jaa rahi hai too phr woo account koo bachanay kee liye sale per 1 order laga kar account safe karnay kee kosish karta hai
          • #320 Collapse

            hedging us trading stylew ko kehte hain jis mai ap apni trade kay opposite same pair par trade laga dete hain aur jis direction mai trade jaye wo profit mai close kar dain aur jab wo opposite direction mai aye tu us side wali profit mai close kar dain
            • #321 Collapse

              bhai jan me abhi si bsuiness me bilkul new hon or abhi mjhy si kam ko join kiy houy sirf ik he month houa ha me ap kay is sawal kay bary me to nahi janti hon me abhi sath sath is business kay bary me learning kar rahi hon
              • #322 Collapse

                hedging us cheez ko kehte hain jaiise apa ne koi order ghalat laga diya means market buy ho rahi hai or ap ne ghalti se sell laga diya toh aap sell ke opposite order lagate ho buy toh usay hedging kehte hain mere bhai
                • #323 Collapse

                  hedging is one of the strategy of the forex trading, i think that by hedging we can save our account by washing out, we put this method of trading means hedging when market moves contrary to the orders, so at that time we hedge the market and then wait for good time.so this is too useful method of trading.
                  • #324 Collapse

                    Dear in forex trading business when we make hedging then we make some order buy and some order sell one the same pair on the same lot size and in this way we can able to earn good profit and this is make on those pairs which currencies move very fast and maximum pips where we can able to get good profit in the forex market.
                    • #325 Collapse

                      Forex main aik yeh ke app hedging kar ke loss wale account ko app safe kar sakte hay aur app ko is main kam ko karna ata ho aur app ko is main jitna bhi app safe ho kar kare ge app ko is main jitna bhi app ne sell ya buy kiya hay app ka account bach jye ga aur jab app ko samaj main aye app is ka hedging tor de app ko loss bhi pura ho jye ga aur app ko nafa bhi mil jye ga.
                      • #326 Collapse

                        main is bary main kuch nahi janti thi main ny aaj pehli bar hedging ky bary main para hai or jahan tak main is ko samjhi hoon yeh eyk bykar ki cheez hai trader k hedging sy door hi rehtna chahiy because is main na to profit ho ga na loss just time waisting. loss main ja rhai ho ya ap ko market graph ki movement samaj na arahi ho to pher ye time hedging kay laye ideal time hay aur ap aik buy aur aik sell ki trade open ker dain to is ko hedging kehty hain
                        • #327 Collapse

                          dear mai ic mai new huon so mai nai janta hyuon k yah kya hy koi janta hy tou please sab sey share kerey
                          • #328 Collapse

                            hedging ka punjabi ma matleb ha niqsan ko rokna jsa ka ap market ma 50 cent ki trade lga leta ha sell ki lakn market ma ap ki trade kafi loss ma a jati ha or market or sell ma jana ka zayda chance ha es soorat ma ap apna account ko bachana ka liya ek or order lga deta ha market ma buy ka utna hi volume ka tab ap ka loss rok jata ha.
                            • #329 Collapse

                              bro hedging say muradd hai kay aap nay jitnay points ki buy ki hui hai aap utnay hi lot size ki sell kerdo to aap ka loss aik hi jagah pay ruk jata hai jis waja say aap market kay wapis anay ka wait ker sktay hain jese hi market ap kay favor main anay lagay hedging open ker dain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Forex main app ke kam investment wale account main jab zada lot size ki trade loss de aur app ko dar ho ke app ko is lot size ki trade se loss ho jye ga aur app ko is main kam ko karne ke liye abhi market ka trend bhi pata na ho tu app ko hedging karna hi achi baat hay aur app ko sell se buy aur buy ko sell se hedging kar de .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X