kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2596 Collapse

    forex ko kabi b maine chorne ka nhe socha ha kiu k forex ne mje bhot kuch dia hai is say maine kafi ache say experience gain kia hai maine is mai kafi time spend kia ha profit say ziadya mje is mai loss ka samna howa hai per us say mje is mai kafi idia milte hai jis say mje experience b gain howa hai kafi had tak
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2597 Collapse

      Forex trading ko chornay ka tu maine kabhi nhi socha hai.Me tu yaha per apna future bananay kay laye ae ho.Or yaha per me life time working karna chahti ho.Trading ko join kar kay koi bhi nhi chorna chahye ga.
      • #2598 Collapse

        My dear bhai chorney ka dil tab karta hai jab loss hota hai lekin loss koi reason nai hai forex me hum apni mistakes ki waja say hi loss kartey hai ager hum forex ko soch samjh kar is ki analysis kar kay or trend ko achi tarhan say watch kar kay order lagaye hain to humein loss nai hoga
        • #2599 Collapse

          je meine to forex ko kuch din pehle join kiya he meine to is ko chorne ka nahi socha mein to forex ko permanent join kerna chahte hon or is ko permanent source of income banana chahte hon meine kabhi is ko chorne ke bare men nahi socha
          • #2600 Collapse

            my dear friend main aap ko ye bata deta hon k abhi kam sahi tareek se shrew kiya hai abhi chorna bohot door ki bat hai mere dost
             
            • #2601 Collapse

              no wasy to ma abi new member hon forex trade pr or ma ny abi abi kam shru kia ha forex trade pr or mujy kafi acha lga ha or ma apny forex trade business ko agay b jari rakhoo ga is sy mary boht help hoti ha yeh ak acha business ha
              • #2602 Collapse

                Nahi bhaei jan main to yaqeen rakhta hon k ye karobar he jo humin bari raqam bhi de sakta he es k sath sath main ne trading seikhne ki bhi koshish ki he jeise jeise time guzra he to meiri malomat aur experience min bhi ezafa hi hua he es lei to main es karobar min apni raqam bhi invest karta hon bar bar loss hone k bawajod es karobar se umeed he k bari earning deine ki pori pori salhyat rakhta he.
                • #2603 Collapse

                  mere dost maene to forex trading ko join h abhi 10 din pehle kia hae aur is mein bhi abhi tak sirf posting hi kar raha hoon abhi tak to maene real trading start hi nahi ki hae to chorne k bare mein kia sochon.....
                  • #2604 Collapse

                    no kiyon forex trading online sab se best job hai es main kosis kary daily mind se trading karay aap k liye best ho ga aur es main greedy na karay aur mind se trading karay ap k liye money earn karna easy ho ga thankful for question
                     
                    • #2605 Collapse

                      No,q k forex ek nashy ki manind hy jis ki lat aap ko ek dafa lag jae to phr isko chorny ka soch b ni sakty aap na aap ka chorny ko dil krta hy
                       
                      • #2606 Collapse

                        nahi brother forex chohrnay kaa kabhi nahi socha or esa sochna b kyu hai forex ik boht kamal key cheez hai ye ik life changer opportunity hai so hr kisi ko is say faida uthana chahye....
                        • #2607 Collapse

                          g nai meinay is business ko start karnay say pehlay hi achi tarah say socha hai kay is say best buisness mujhay aur kahi pe bi nai maily ga ye iak boaht hi raedl type ka buisness hai best aur smart hai
                          • #2608 Collapse

                            Ji main ney kayee bar socha hy. Jab forex main loss hota aur sara balance zaya ho jata hy to hum disappoint ho kar yeh sochtey hain keh is business ko chhor dia jaye. Lekan few days key bad yeh ihsas hota hy keh loss hamari apni waja sey howa hy aur hum phir is business main enter ho jatey hain.
                             
                            • #2609 Collapse

                              main ne to abhi tak forex ko chorne k bare main kabhi nahi soch hai kyun k mujhe to trading kartay howay bhi zyada time nahi hoa hai to isay filhaal chorne ka to sawal he paida nahi hota. mujhe to ye kafi acha business lagta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2610 Collapse

                                Yeh to sub traders key sath hota hy keh jab un ko buhat ziada loss ka samna karna parta hy to woh disappoint ho kar forex ko chhor detay hain, lekan phir wapas aa jatey hain. Actually forex ko chhor kr janey ka faida nahi hota, jo loss hum ko hota hy woh hamari mistakes ki waja sey hota hy.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X