kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2611 Collapse

    je meine to forex ko kuch din pehle join kiya he meine to is ko chorne ka nahi socha mein to forex ko permanent join kerna chahte hon or is ko permanent source of income banana chahte hon meine kabhi is ko chorne ke bare men nahi socha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2612 Collapse

      my dear friend main aap ko ye bata deta hon k abhi kam sahi tareek se shrew kiya hai abhi chorna bohot door ki bat hai mere dost
       
      • #2613 Collapse

        no wasy to ma abi new member hon forex trade pr or ma ny abi abi kam shru kia ha forex trade pr or mujy kafi acha lga ha or ma apny forex trade business ko agay b jari rakhoo ga is sy mary boht help hoti ha yeh ak acha business ha
        • #2614 Collapse

          Nahi bhaei jan main to yaqeen rakhta hon k ye karobar he jo humin bari raqam bhi de sakta he es k sath sath main ne trading seikhne ki bhi koshish ki he jeise jeise time guzra he to meiri malomat aur experience min bhi ezafa hi hua he es lei to main es karobar min apni raqam bhi invest karta hon bar bar loss hone k bawajod es karobar se umeed he k bari earning deine ki pori pori salhyat rakhta he.
          • #2615 Collapse

            mere dost maene to forex trading ko join h abhi 10 din pehle kia hae aur is mein bhi abhi tak sirf posting hi kar raha hoon abhi tak to maene real trading start hi nahi ki hae to chorne k bare mein kia sochon.....
            • #2616 Collapse

              no kiyon forex trading online sab se best job hai es main kosis kary daily mind se trading karay aap k liye best ho ga aur es main greedy na karay aur mind se trading karay ap k liye money earn karna easy ho ga thankful for question
               
              • #2617 Collapse

                No,q k forex ek nashy ki manind hy jis ki lat aap ko ek dafa lag jae to phr isko chorny ka soch b ni sakty aap na aap ka chorny ko dil krta hy
                 
                • #2618 Collapse

                  nahi brother forex chohrnay kaa kabhi nahi socha or esa sochna b kyu hai forex ik boht kamal key cheez hai ye ik life changer opportunity hai so hr kisi ko is say faida uthana chahye....
                  • #2619 Collapse

                    g nai meinay is business ko start karnay say pehlay hi achi tarah say socha hai kay is say best buisness mujhay aur kahi pe bi nai maily ga ye iak boaht hi raedl type ka buisness hai best aur smart hai
                    • #2620 Collapse

                      Ji main ney kayee bar socha hy. Jab forex main loss hota aur sara balance zaya ho jata hy to hum disappoint ho kar yeh sochtey hain keh is business ko chhor dia jaye. Lekan few days key bad yeh ihsas hota hy keh loss hamari apni waja sey howa hy aur hum phir is business main enter ho jatey hain.
                       
                      • #2621 Collapse

                        main ne to abhi tak forex ko chorne k bare main kabhi nahi soch hai kyun k mujhe to trading kartay howay bhi zyada time nahi hoa hai to isay filhaal chorne ka to sawal he paida nahi hota. mujhe to ye kafi acha business lagta hai.
                         
                        • #2622 Collapse

                          Yeh to sub traders key sath hota hy keh jab un ko buhat ziada loss ka samna karna parta hy to woh disappoint ho kar forex ko chhor detay hain, lekan phir wapas aa jatey hain. Actually forex ko chhor kr janey ka faida nahi hota, jo loss hum ko hota hy woh hamari mistakes ki waja sey hota hy.
                             
                          • #2623 Collapse

                            Nahi never kbhy bhe forex ko chorny ka nai soch skty becuse forex trading aik online world wide business hai aor aik best earning place hai every person k lye anr best profitable hai hum jub chahye jis time chahye easly trading kr skty hai phr hum asi best and soutable place ko chorny ka soch bhe nahi skty
                             
                            • #2624 Collapse

                              Han brother bohat br jab b mujay acha khasa loss huwa tou mein ne isey chorne ka soucha kiw k bohat zaida emotions mein ajata ho lekin jaise he mera mind fresh hota hai apni galti samjh ati hai tou mein new jazbe k saat dubra kam start ker deta ho yeh chorna asan nai hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2625 Collapse

                                mein forex ki trading ko chornay ka bohat sochta tha lekin jab say pakistan kay is forum ko join kia hai tab say forex ko chornay ka dil he ni karta because ye bohat he ache oppertunity dey raha hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X