Yeh to sub traders key sath hota hy keh jab un ko buhat ziada loss ka samna karna parta hy to woh disappoint ho kar forex ko chhor detay hain, lekan phir wapas aa jatey hain. Actually forex ko chhor kr janey ka faida nahi hota, jo loss hum ko hota hy woh hamari mistakes ki waja sey hota hy.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим