kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2746 Collapse

    forex trading aik boht acha business hay hum is main trading karty ahin humain is main agr success hasil karni hay to huamin is main leanring karni ho gi is ko koi b nai chor sakta hay good job
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2747 Collapse

      Forex ko chornay ka tu maine kabhi nhi socha maine tu abhi trading start ki hai or jab say start ki hai maine kabhi nhi sucha kay me forex trading ko kabhi chorei gi.Trading best home base business hai jo females kay laye acha hai.
         
      • #2748 Collapse

        gee bhai aisa nhe he forex mein jb kam hota he aur es mein apni mhnt se earning hote rhe ge tu es mein apna kam jar rhe ga aur apni success kay lie kam krte rhun ge es mein bht faida he aor profit he
        • #2749 Collapse

          jab kabi forex main zada sa zada loss huta ha logo ko tu os time mind main ata ha ka forex ko ab leave kar dia jaye kyeo ka forex main huma loss he loss huna ha ager forex main profit zada hu tu phir forex trading or zada achi lagna start hu jati ha huma
          • #2750 Collapse

            Jab hamain loss ho raha hota hy to hamain apney uper control nahi rehta aur hum yeh sochtey hain keh is ko good bye keh dain. Lekan phir hamain yeh ihsan hota hy keh yeh aik profitable business hy aur is ko chhorna nahi chaheye. Yeh business aaj nahi to kal hamain acha profit dey sakta hy.
             
            • #2751 Collapse

              agar ai trdaer bohat hi acha earn karnay kay qabil ho jata hai kamiyab trdaer ko akbhi bi is buisness ko chornay ka nai sochna chaiy asiay me kuch bi fadia hi nai hota hai apki mehant kiya hauy ka
              • #2752 Collapse

                Mn tu forex forum mn abhe new hon aur abhe learning pe focus kar raha hn. Jitna mn ny learn Kia mujhe forex forum interesting laga. Aur abhe mera koi irada nh hai chorny ka. Umeed hai hard working aur learning sy mn aik successful trader bnon ga.
                • #2753 Collapse

                  now i am in still learning process after some time will be think for it that a work more or stay with it ...i think it more useful for wasting of time on facebook or any other social network using ...it can help us learn and earn ...
                  • #2754 Collapse

                    asalam o alikum dear friends how are u all
                    forex trading ak bohotr hi acha busniss hai iske zarea se ap kum investment se zada paise kamaa sakte hain magar iske proper knowledge ke bagahir ye mumkin nahino i never think about that
                    • #2755 Collapse

                      Start main jab hamain nuqsan hota tha to hum aksar yeh sochtey they keh forex market ki movement ki waja sey yeh loss ho raha hy lekan phir hamain is bat ka andaza ho gia keh hamari apni mistakes ki waja sey hota hy aur is main forex ka ko kasoor nahi hy. Forex aik profitable business hy aur hamain isey chhor kr yeh moqa hath sey nahi ganwana.
                      • #2756 Collapse

                        never and ever abhe to party shru hwe hy boss :D chorna kyn hy forex trading ko yh wakt hy earning karnay ka inshaaALLAH hum trading kartay rhngay ALLah nay chaha to hamesha
                        • #2757 Collapse

                          nahin janab mainay kabhi bhi Forex trading k iss business ko chorhnay k baray main nahin socha hae kynk yeh ek esa business hae jahan pe kaam karkay main buhat achi earning kar raha hon or iss business ki waja se main independent hogaya hon mae kabhi Forex ko nahin chorhna chahta,,...
                          • #2758 Collapse

                            Friendz ma to yahan new hun abi abi join kea hai aor mujy bht interesting lga jahan posts py experience ky sath bonus mil raha hai thats great ma kabi bhi forex trading nhi chorna chahon ga aor ma sub ko bhi yehu suggest kron ga. T.c
                            • #2759 Collapse

                              Mera nai khayal.ke koi bhi experience banda forex trade ko kbhi bhi chorny ka soch sakt hai firex trade business ek bhu hi faida mand kam hai han agr apki learning proper nai aur na hi apny koi khas experience hasil kiya hai to ab loss bar bar karny ke bad usy chorny ka sich sakty hain warna to forex trade mai itna zyda profit hai ke ap bus earn karty jayen aur khush hoty rahain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2760 Collapse

                                forex aik business hai koi b isko kun chory ga. jab aik business sy achi earning ho ri ho to koi b isko nai chory ga. bat sirf experience hasil karny ki hoti hai jis sy hamyn achi profit ho saky.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X