kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2791 Collapse

    mere khyal me esa nai karna chahye hum ko hum ko agar loss b ho jaey to hum ko himat nai harni chahey or learning karte rahna chaye or sabar se kamm karna chahye or phir is me kamm akrna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2792 Collapse

      Haan baaz okaat jab profit nhi hota loss hota hai to dill karta hai kay isay chhor do magar jab profit hota hai to phitr irada tabdeel ho jata hai or dobra naye siray se kernay lagty hain
      • #2793 Collapse

        humain is main kam kanry main kafi achi eanring hasil hoti hay hum is kain practice kar kay kam karty hain hum nay is ko chorny kay bary main kbhi nai socha hya humain is main kafi acha profit hasil hota hay to kun chorain
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #2794 Collapse

          nahi main to forex trading main new hun aur mainy esko chory ka nahi socha kyun keh ye aik bohat acha business hay agar hum es business ko theak say learn kar kay run karen gay to es say bohat achi income gain kar sakty hay
          • #2795 Collapse

            forex main kaam ko krny k liay main nay abi start lia hai or kabi is kaam ko chorny ka fill haal mera koi b idea nahi hai kun k mujhy ye lagata hai k ye ik real business hai or is say hum earn kr saqty hain money ko lagta hai k kafi sary log is kaam ko chorna is liay nahi chahty hain kun k in k pass koi or business nahi hai
            • #2796 Collapse

              nahi mainy to abhi forex trading ko join kea hay mera motto hay keh main forex trading ko achi trha learn kar kay real account par achi trading kar hay profit earn karun tab he hum es business main kamyab ho sakty hay
              • #2797 Collapse

                humain is main achi earning hasil karni hay to humain is main profit hasil ho sakta hay agr humain is main learning kar kay kam karna ho ga or humain is main kabhi chorny ka kabhi ni ssocha hay humain or kisi main online job main earning nai hogi
                • #2798 Collapse

                  forex main kaam krny k liay hum nay khud ko kabi b is tara say trade nahi ki hoti hai is ko chorny ka hum ko feel hova ho laikin is say maximum log is vaja say trading ko miss kr dain k mera ye khail hai k agar bonus say is ko trading krny ka moka miss kr dain k to mean k bonus milna band ho jaiy to
                  I LOVE PAK FORUM
                  • #2799 Collapse

                    g nai mainay is business ko jub start kiya tha tu strating pe mainay is business me bohat lost kiya likin is ko kabhi bi chornay ka nai soch bus is ko aisya hi karta hi jao ga
                    • #2800 Collapse

                      nahi g forex trading ek aisa business hia ke jis mien ap bohat ziyada paise kama sakte hain is liye apko chahiye ke ap isko deeply seekhen aur iski bharpoor practice karenge to ap phir zaroior is mein kamiyab hoskate hian.
                      • #2801 Collapse

                        No bhai g ye kbi nai ho sakta jis busniss ke waja sai mja achi khasi earning ho rhi ho tu kis ka dil kara ga usko chorna ko is liya jo is ko chora ga wo is mai looser he hoga
                        • #2802 Collapse

                          main to new hun trading main aur main to esko sahi say time dai kar learn kar raha hun main to esko nahi chorun ga kyun keh ye aik bohat acha business hay bs humay es business ko time daina chahiey
                          • #2803 Collapse

                            main to abhi new hun esmain aur mainy kabhi bhi forex trading ko chornay ka nahi socha kyun keh ye aik bohat acha business hay agar hum esko theak say learn kar kay run karen gay tabhi kamyab hon gay
                            • #2804 Collapse

                              main to forex trading main new hun aur mainy to esko chornay kay bary main nahi socha ye boaht acha business hay bs humay es businness ko sahi say learn kar kay he run karna chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2805 Collapse

                                Ap forex market ko chornay nahi sakty. Agr ap es market mai kam kran chahtay hai. Tou ap ko es market mai knowledge aur experience ky sath kam krnay se he es market mai kamyabi hasil kr sakty hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X