kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2206 Collapse

    forex ko mein ny kabi nai chorna cha aur forex aik comfortable business hai aur aap forex mein success hasil ho saktay hain aur aap ko forex achay sy learn karna chaiye aur forex ki practice demo account par karni chaiye yeh aap ky liye best hai aur aap ko forex mein forex tips ko follow karni ho gee .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2207 Collapse

      bkil yeh bahot dafa howa haai jab loss hota hai tu banda kehta haai kay bas ab bas kar doon forex ko laken phri bada acha profit kar layta haai dil happy ho jata hai kay yara dayhow profit ho gea loss beh recover ho giya haaai ab forex he forex
      • #2208 Collapse

        bhai ma tu 5 month se forex trading kr rha hun aur ma es business se bht khush hun islie ma tu es business ko chorne k ni soch rha ma tu apne friends b invite kr rha hun forex trading ma
        • #2209 Collapse

          assalam oalaikum dosto aap ko shayad maloom ho ga ke forex ko chorna ak bewakofi hai q ke is busniess main parofit bohat hai aur kam bhi aasan hai main kbhi nahi socha ke main forex ko choron q ke is main ernig bohat aasani se ho ti hai
           
          • #2210 Collapse

            jee nhi maine kbi forex trading ko chorny ka faisla nhi kia mager ek waqat aya tha k main forex forum ko chor dun mager ab phir forum join krny ki zarurt par gai forum hamy bht kuch provide krta hai.
             
            • #2211 Collapse

              nooooooooooo no dear aisa to nai socha kabi kiu key is mai profit bht hai or itni easy earning kaheen ni hoti aesey itni asani se or kaheen nai kamae jasaktey is lia
              • #2212 Collapse

                ni bhai hm ny is ko chorny ka kbhi ni socha .. is ko chorny ka koi b chance ya reason ni hy k ks bina p is ko chora jy ...ye 1 acha business hy
                • #2213 Collapse

                  forex trading ku chorne ka nhe socha he forex trading mein income hasil hote he es mein apne trading ku bhtr krna he es mein learning haisl krna he aur es mein experience ke sth trading krne se boht profit hu ga aur life ku set kr lein ge
                  • #2214 Collapse

                    Forex Market is not generally what we sense like. Despite the fact that considered as the enormous sibling of all the monetary markets on the planet, there are likewise an equivalent or considerably more noteworthy number of washouts in this business sector.
                    • #2215 Collapse

                      mere dost mein apko yeh kahna chaonga ke forex trading market ke andar mein nay phale to is ko chorne ka nahe socha tha but ab lagta ha mein bhut jald forex trading ko chorne wala hun kun yeh yah Jaez nahe ha.
                      • #2216 Collapse

                        forex ko leave ka ni socha nd forex aik great business hay but aap is mein robot bilkul use na karay because robot loss kar saktay hay isi liye mein nay forex ko khud learn kiya hay aur aaj mein aik acha trader hon ap is mein unlimited earning kar saktay hay log forex say daily good income made kar letay hay .
                        • #2217 Collapse

                          Forex mein kaam kartay howay es mein kosis karay pehle es k baray mein knowledge get karley aur es mein kaam kartay waqt greedy na karay kiyon k asa karnay se loose ho ga thankful for question....................
                          • #2218 Collapse

                            no never mein forex ko chorne ka kabhi bhi nahin soch sakta hun kioun keh yeh aik aisa platform he keh jisko mein apne ghar ke andar beth kar easily join kar sakta hun aur is mein achi trha se apnelie aik future bana sakta hun aur is main life time keliye work kar sakta hun.
                            • #2219 Collapse

                              ji nae may na kabi be forex ko chorne kay nae socha kue kay ye muja acha lagta hy or may is sa bht khush ho is waja sa may is ko kabi nae chol sakta hy ye muja sab online kamo may acha lagta hy or may is sa bht he khush ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2220 Collapse

                                Main to new hun forex trading main aur mainy to aisa kabhi nahi socha main to forex trading ko abhi achi trha seekh raha hun jab main esko theak say seekh jaon ga tab real account par trading kar kay market say acha profit earn karun ga aur ye sab say acha online business hay main esko nahi chorun ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X