kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2191 Collapse

    Is forum per mojood baki traders ka to mujhe pata nahi hai , per han ma apna ye bara sakta hoon kay mane to abhi tak nahi socha hai is forex trading ko chorna ka , or shayad aagay bi na sochun kyun kay is ma jab earning achi ho rahi he to phe aise swal nahi aatay hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2192 Collapse

      mjhy forex boht pasand hy m forex ko nai chorna chahti. Forex ak easy way hai money earn krny ka qk is se hum ghar bethy earn kar sakty hn.ye part time job hy. etna east tareqa aur koi nai hy earning ka.
      • #2193 Collapse

        me nay tu kabhi bhi nahi socha hy forex ko chorny ka because forex tradng aik comfortable business hai aur is business mein daily aik achi percent earn karta hon aur mujay proud hai ky mein is business ka aik member hon aur is business mein work kar ky daily money make karta hon.
        • #2194 Collapse

          jab mera account wash ho gia tha tu mein bahut he ziada disheart hoa tha aur mein ney forex chorney ka irada ker lia tha lekin muje doston ney bara hosla dia aur mein learning ki tarf gia.
          • #2195 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
            ap ma sa kitna trader asa han jo forex ko chorna ka soch raha ha apna apna experience share krain for new traders
            nae assa koi b nae soch sakta par ma beach may chor gya tha kiyo ky mra pas tym ni tha lkn ma phr wapis a gya ho part tym ma forex py kam krta ho or mri job ka problem ho rha tha is luia ma chor gya par ma ab dubra krna lag gya ho or krta hi kro ga Allah mujy mehant dy insAllah ma akhri dam tk krta hi raho ga ap b kry dil laga ky or mehnat klr ky
            • #2196 Collapse

              dear forex ko may nay bahot ziada time dia hain bahot martaba may nay ziada loss b kia hay.lekn per be hum asaani say chorh nahi sktay esi tara avr traders be hongay.jo chornay ko tyar be nahi hongay.
              • #2197 Collapse

                forex main new hon aor forex ko chorna ka kia mtlb ha jb forex achi earning day ga aor is main profit bnany kay liye income lany kay liye kam krty hain aor is mai profit aor income milti ha to is main kaisy chorne ka sochain gy is main kam krna ha aor is main work krna ha
                • #2198 Collapse

                  g hain gfore xaik bhut cahs km hsisn is mahum ko lsos behotu ahisn a au rproftuieb he oitu ahgisn is very gfod bussien s shsoian sis mahumn jmoi mahnut akrnu hotu haisn is mahum ko loss behotuagisns
                   
                  • #2199 Collapse

                    g hain g fore xmain hum ko bhut exeperincx ehahsal hotuahsin sis mahum ko los sbhotruhsin sis mahum kobhut kuch saiknu ko miltu h hains is very goo dbussinehaisn
                     
                    • #2200 Collapse

                      G han boot zeda dafa socha ha k forex ko chore do lakin baad ma jab muja profit hota ha too hum us ma earning ki taraf ja rahe hote hain too hamain kabi b forex ko nai chore hain lakin agar hum mahnat karte hain to hum boot zeda earning hasle kar sakte hain.
                      • #2201 Collapse

                        nae aisa kbhe khayal nae aya ye aik bht acha business hai iss pe hm kbhe bhe kahin b kaam kr sktey hn iss ko chrnay ka tuu sawal he paida hta haan jn logn ko iss ki smjh nse ati wo iss ko chr dety hn ,,
                        • #2202 Collapse

                          Forex business is much more flexible business than others and i can make some money through Forex with a good planning.Forex is my second job and i work in my free time.I never think to leave from Forex ,because i love it.
                          • #2203 Collapse

                            nhn dear mai ne aysa kabii nhn socha aur na muje lagta hy k mai sochon ga forex aik behtreen business hy jo ap ko boht acha faida de sakta hy es liye daikh k kam karo aur apnii life ko b set karo ta k ap ko faida ho aur ap enjoy karo...
                            • #2204 Collapse

                              Assalam O Alaikum, Forex trading ko kabhi bhi chhorrnay ka nahi socha hai kiun keh ab to iss ki learning main bohat maza aata hai aur daily ek new baat iss main pata chalti hai. Iss business ko to apnay future main bhi hum log kertay rahen gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2205 Collapse

                                mery b ek dost ko bhout ziyda loss huwa hai forex mei pr us ny trading .... forex ko chorna chahye, aur demo pe khoob prasctice kr k apne apko ... aik ya 2 bar ki hei jab ziada loss hua tha to socha k chor doon ga lekin very next day .... jee bilkul ,aap ka dost sehi kehta hey, or us ney sehi kia, humaesha haar ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X