kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2236 Collapse

    bhai es main mainy to kabhi nahi socha k es ko choron es main start main mery sath aaisa howa tha k lossess howy thy magr ab jab k faida ho raha hy esy chorny ka kbhi nahi socha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2237 Collapse

      nahi ji mene aesa kuch bhi nahi socha na he me sochon ga kiun ke me is business me mehnat karon ga or mehnat ke sath he is business me kamyabi hasil karna chahon ga kiun ke yahi aik forex ka business hai jis me mujhe zyada se zyada faida mil sakta hai or me kamyab ho sakta hon .
      • #2238 Collapse

        aslam o alikum forex ko chorne ka kabhi nahi so cha is kaam mein kafi earning hein aur online work mein ey ek real kaam hein baqi online work ka koi bhi patanahi ke kab band ho jaei mein forex nahi chr sakta
        • #2239 Collapse

          Nhi my dear brother me ne tu abhi forex trading ko chorny ka nahiosucha kuyn forex trading ek bohat hi acha business hi jis me se hum bohat hi km time bohat zeyyada pesa kma sakty hi ..
          • #2240 Collapse

            mere bahi je k ap ne kai he kai ap na Forex ko chorna ka kabhe socha he to mere bahi asa to kbi nahi socha or na kabi soch sak tha hon never q k mere bahi Forex eek asi business he jis boat faa ho tha he or is me kitne log km kar re he ofr is me kitne logo ki rosgar laki hoi he to mere bahi Forex business ko ( ALLAH BAK ) hameshah rake or is Forex business ko jalane wale ko salamat rak ke.
            • #2241 Collapse

              nahi mene kabhi aesa socha to nahi hai kay mein kabhi forex choru gi par achy bury waqt ka kisi ko pata nahi hota is trha to mera nahi khayal koi bhi sochta ho ga forex ko chorny ka par baz dafa hallat bhi aese ho jaty hai kay ap ko kuch kam chorny par jaty hai.
              • #2242 Collapse

                mein nay iss mein naya hum or mera khayal hai kay issay mat chorein kyn kay yeh bhot perfact job hai joh kam waqt mein aik acha profit day rahi hai tu trader iss ko kyn chorein gay
                • #2243 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                  ap ma sa kitna trader asa han jo forex ko chorna ka soch raha ha apna apna experience share krain for new traders
                  Mene forex buisness abhi naya naya shuru kia hai,,abhi to main hardwok kr raha hu or ak acha trader bn na chahta hu agr main successful ho gya to main forex ko nae chorun ga because forex is a very profitable buisness,,or agr mjhe forex se achi earning ho rae hai to main to kbhi bhi forex nae chorna chahoon ga...
                  • #2244 Collapse

                    Forex me loss bhi kia ha, abi bhi fully confident ni hon apnay experience pe lekin phir bhi forex chornay ke baray me aik baar ni socha.
                    • #2245 Collapse

                      nahi bhai maine to abi recently hi forex busienss ko start kia hai r main to abi ye busienss sikh rha ho r kbi chorne ka to socha hi nahi mere khyal main to chorne ka wo hi sochta hai jis ko is main se loss hota ho ......
                         
                      • #2246 Collapse

                        Muje 5 saal ho gaye hain Forex ma ma ne abhi tak nai socha k Forex ko chor du, q k Forex chez he aesi ha jo na chori jaye , yeh mere yar k jesi ha na chori jaye, sahi kaha ha kisi ne is ghazal ma.
                         
                        • #2247 Collapse

                          deako dost ma na abi hi forex ko join kia ha aur is sa ma na boat kuch sikha ha aur mjy learning ma b hasafa howa ha aur ma na apny friends ko b is ka btaya ha ya aik boat achai jaga ha aur han ma na tou is ko chornay ka kbi nhi souchna aur umeed ha kbi na souchu.
                           
                          • #2248 Collapse

                            Gi frnd forex ko me to kabhi nhi socha ke hum is ko chore ge lakin ha agr hum is me bar bar nakam bhi hogae to hame himmut nhi harni cha hye q ke agr hemmut har gai ge to phr ak kamyab trader kub bane g
                            • #2249 Collapse

                              No sir hum forex ko kiss trha chor skty hy forex sy hum apni har zindagi ki zroriat pori kr skty hy bcz forex aysa buissness hy ju hamy bahtreen income provid krta hy or online buissness is sy axha koi ho skta.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2250 Collapse

                                Nhi mene kabi nhi socha k forex ko chorhun qk forex aik acha business he jo online kabi b kisi ko acha kr skte he esliye me es [pe belive krta hun k muje forex ko nhi chorhna chiye or me nhi chorhunga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X