kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2251 Collapse

    mere dost mein apko forex market ki key andar yeh advise karon ga ke forex ko sirf wo he log peramant bnae jo forex ke adnar totally tor per interste ho aur ak good trader hon only then.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2252 Collapse

      dear dosto assalam o alaikum satio aap ko maloom ho ke main abhi is forex busniess main naya hon aur abhi to main is main posting kar raha hon mera to dil nahi karta is busniess ko jorne ka abhi posting maqin itna maza aata hai to tradnig main kitna ho ga
       
      • #2253 Collapse

        dost ma na tou is ko abi join kia ha aur mara abi koi is ko chornay ka irda nhi ha kiu ka ya aik achaw online bussineess ha kis sa ham arham sa earn kr sakty hain aur wo b umlimited is bs ap ko hardwork krny ki zarorat hoti ha i like forex so much..............
         
        • #2254 Collapse

          no forex trding online sab se best business hai kosis karay es mein kaam kartay howay mind se trading karay aur es mein greedy aur jaldbazi na karay ap k liye better ho ga thankful for question
             
          • #2255 Collapse

            such poocho tu jb big loss ho jata hai ya account wash ho jata hai tbhi dil krta hai per fr start kr layta hai forex business kiu na koch krnay se pather hai koch kr layna forex business kiu na ho
            • #2256 Collapse

              je han main abhe trading sero ke h .as main profit h agar ap as ke bare jante hain to ap ghar bhat kar bahtareen profit le sakte hain muj ko abhe phla moqa mila h .main umeed karya hon kah as se bahtareen rozgar hasal karta rahon ga. barhar chorna ka tasawer bhe nahe kar sakte .agar trading band na hoy to
               
              • #2257 Collapse

                ji nhi mene aesa na socha hai ab tak na he mera agey bhi is ko chorne ka irada hai me is ko life time business bana kar is me kam karna chahta hon takey me is se zada se zada pese kama sakon or kamyabi hasil kar sakon trading me .
                • #2258 Collapse

                  Is it a best way to leave this after earning I think we should never leave this because it is a profit able business it is a good business owing to this you can never leave this
                  • #2259 Collapse

                    No dear mene kabhi bhi is business ko chrny ka nahi socha hak yun k ye aik asa business ha jis se me jitni chaho utni earning kar sakta hn or is business se me achi earning kar k apna career b is business se easiy bna saktaa hnn
                    • #2260 Collapse

                      no my dear mene kabhi nahi socha forex ko chorne ka kiun k ye aik bht hi acha aur profitable business hai hume mehnat k baad iss me success milti hai but its really good forex can change our life so my life is nothing without forex.
                      • #2261 Collapse

                        g ni brother mien ny kabi b forex k trade ko chorny k bary ien ni socha h forex ka trade ek bht profitable kam h or kio b shakhs profit k kam ko ni chor sakta
                        • #2262 Collapse

                          bhai mere har bnada ek bar sochta hai jb osko loss hotay hotay oska acc wash ho jata hai lekin forex mai profit ki greed ya omed osay wapas ly ati hai trading k liye tu koi bhi ho wapas ajata hi forex mai
                          • #2263 Collapse

                            men nah kabi bi nahe socha kun kah ya bahot hi best bisnes ha as sa ap bahot porafit kamah saktah han or apni life cange kar saktah han ya bahot hi porafit able kaam ha
                            • #2264 Collapse

                              ma ny to socha b nahe ha forex business ko chorny ka .forex business ny mari buhat si zaroraty pori ki hain jis ki waja sy ma buhat khush hu forex business ma .aur ma chata hu ma aik acha trader bano ta k zeyada sy zeyada profit earn kar saku
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2265 Collapse

                                jab insan ko khbi earning na ho r forex us ko bht kuch dy ga tab e woh succces kry ga so aap ko is ko ni chorna chahye infact mein toh soch b ni skti is ko chorny ka

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X