phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    mai ap ki bat sy agree krta hu hamain apni nakami par dil nhe harna chaheay balkay os mistake ko phr nhe repeat krna chaheay,agr ap aisa nhe karen gay to ap forex trading kia kuch b nhe kar sakty
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      Bhai first nakami se insan ko harna nahain chai nakami k bad hi kamyabi hoti hai forex kitni bar ap loss karo ge phir profit aa ga loss aur profit sath sath chalta hai bas insan ko koshish aur mehnat karni chahai
      • #528 Collapse

        jee han main ap se itfaq kerta hon ke forex trading main agar ap kamyabi chete ho to ap ko achi learning kerni ho gi then hi ap iss main kamyab ho sakte ho agar ap ache trader banan chete hain to ap ko sub se pehle achi learning kerna ho ga
         
        Last edited by ; 11-03-2014, 09:03 PM.
        • #529 Collapse

          yes dear me apki bat se agree hun , waqai boht se aise log hain jo forex ki pehli nakami par apna dil har bethte hen or is business ko chor dete hain humen aisa nhe karna chahiye himat nhe harni chahiye q k nuqsan to har business me hota hia or kabi profit bhi hota hia..
          • #530 Collapse

            ji haan aap ne bilkul theek kaha hy mostly tarders give up forex tarding bsuienss after their first loss. but i think every tarder face loss in his tarding.. and every tarder face failure at their starting of forex but after their practcie and experience they will become successful and as we know that failure is the key to success so i suggest all the failures that try try again..
             
            Dont Spam The Forum.. ..

            :(I hate Spammers..:(

            ;)Make Bonus Of 200 USD;)
            • #531 Collapse

              zandgi imtahan ka nam hai, is main kamyab or nakame to hoti rahtain hain, so apni nekameyon se sabaq sekhan chaiain na k is se heart ho kam chor dena chahian, so try try again then you win the race.
              • #532 Collapse

                Me apki bat se mukamal tor se itfaq karta ho kyun ka nakami hi hamray liye kamyabi tak janay ka rasta banati ha or agr apni mistakes se learn karen to bohat traki kar saktay han
                • #533 Collapse

                  Of course right we should not leave heart in first time fail, we should always ready to make the best trade and ready to face the loss, and then we can succeed really, we should remain patience and make the trading with best and great strategy which will really successful.
                   
                  • #534 Collapse

                    ji haan meray khayal mein ager aap ko pehli trade mein loss ho jaye tou achi trading k liaye achi planing kerien aur achay trend k liaye wait kerien tub aap iss business ko achi tarah se easily ker lein gay
                    • #535 Collapse

                      mere sath b aisa e hu but wo peli srf aik nai thi musalsal 5,6 bar loss hua to bhot upset tha or tahreebann forex ko chor dia tha mrg us k bad sai kr k sekha is k ap forex pe khush hu or kafi earning kr leta hu.
                      • #536 Collapse

                        Aslam-o-alaikum to all of you dear friend's, jee han humain apnay dil per kabu rakhna chaye kyoun ke ager hum kaabou nahe pain gay tou hum himmat haar jain gay so please aviod this i told you it's bad.
                           
                        • #537 Collapse

                          Yes please don't lose hope by losing first time.you can able to earn but you think that i make mistake and this business is nat good for me.This is a good business.
                           
                          • #538 Collapse

                            app ko umeed nhn chorne chaheye tu app es main kuch age ja paoge ager app na umeed hojaoge tu app ko es main nakami milge aur es main nakami ka matlub hai loss money ka aur ye boht her khafnaak situation hai ek tradr k lye
                            • #539 Collapse

                              Dear nakami he kamyabi ke serhi hoti hay jab tk ham kisi kaam may fail nahe hoty hamian apni mistakes ka andaza nahe hota aur aik kamyab trader un mistakes ko kabhi bhe dohrata nahe aur apni un kamzorion aur week points par kabu pata hay aur kamyabi hasil karta hay is liay hamian pehli nakami par disheart nahe hona chaya
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                pehli nakami pe logo ka dil char jata hai jo achi baat nahi hai, Pehli nakami sai ap ko sabaq seekhna chahyee wo nakami nahi bulky ap k lye naya sabaq hota hai jis sai ap tajurba hasil kar k dobara kamyabi hasil kar sakty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X