phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    yes brother forex mein trading eik risk ha is mein agr kamyab hogy to theek agr rah gy to nuksan b ho skta ha to is mein zrori bat ye ha k agr kamyabi na b mily to koi bat nahin dil brdastha nahin hona chahiye bliky kam krty rehna chahiye jitna zyada trade krain gy utni zyada earning b mily gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      dear aksar ye hota hai k har insan ko tqreeban har pahly kam main nakami hoti hai kion k humain experence nahi hota likan nakami par humain dilnahi harna chahye or khoob mehnat karny chahye .
      Azadar Morai
      • #573 Collapse

        sahi kaha hai ap ny agr hum pahli baar loss krty hai to hamein apni nakami pr afsos nhi krna chahein aur apni kamzorioo ko khatam krna chahein aur phr sy koshish kr k kaam krna cahhein ...
        • #574 Collapse

          Yeh app ka experience huta hay jis main app ko loss tu huta hay per app ko koi masla nahi huna chahye ta ke app ko is main kam kar ke app ko kuch loss ki waja se nafa ho jye ga aur app ko apne galti se nafe earn karna bhi a jata hay .
             
          • #575 Collapse

            g han dosto hum ko apni peheli nakami pr bilkul dil nahi haarna chaye balky himat rakhni cchaye or apni nakami ki waja search kr k ous se sabaq seekhna chaye or iss baat ka irada kr ly k ab main ne iss mistake ko agaiin repeat nahi krna hai
             
            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
            • #576 Collapse

              jee han main ap se mutfiq hon agar ap apni pehli nakami ko berdasht ker jate ho to ap iss business main kamyab ho sakte ho iss main achi earning kerne ke lye loss ko berdasht kern hi ho ga warna ap trading ko chor doo
               
              • #577 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
                profit and loss har business ka part hota he, or har loss kamyabi ka 1st step hota he, or trading jese risky kam me loss na ho, esa kabhi nhi ho sakta, lehaza dil nhi chota nhi kerna chaye...
                • #578 Collapse

                  haan yes to bt ap ki theek hai ager hum first time forex main loss ker lete hain to dill hi ni kerta lekin hum sub ko forex main haar ni maanni chaye forex main hum sub ko treding try kerte rehna chaye forex main aik din sucess mill jati hai
                  • #579 Collapse

                    Yes per app ko is time koi bhi agher koi fasla karna achi baat nahi hay kun ke app ko loss ho jye tu app ki ko koi bhi kam nahi new nahi chorna chahye aur app ko is main jab tak app ko is kam main experience nahi ho jata hay .
                     
                    • #580 Collapse

                      yes dear bilkul sahi kaha ap nay .. hum jab b loss ho to hame us say learn karna chahiye .. bajye is k k hum apne ap ko degrade karna shuru kar dein .. hame bs is baat ko zehan mai rakhna chahiye k loss hame hameri mistakes bataye gi .. aur jab mistakes pta cheln gi to hum un ko next time avoid karen gy .. aur success hasil kar sake gy .. just practice karte rahna chahiye
                      • #581 Collapse

                        bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han balke himmat harni nhi chaye aur dobara hard work krna chaye aur is bar apko lazmi profit hoga
                         
                        • #582 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                          bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
                          Jee han dear har kaam main pehly pehl nakami hoti rehti hai issi tarah agar forex kay start main bhi humain loss ho jata hai tu iss say ghabra kar forex ko chorr nahi dena chahiye balky apni mistakes say seekhty rehna chahiye.
                          • #583 Collapse

                            yes forex trading main app logo ko khabe be ek nakami par dil nahee bharna chayee . kiyoo forex trading main app logo ko agar is main loss be hotha hain tu is main app logo ko forex trading main ahista ahista expereince be hojaye gah . jiss si app log forex trading main ak acha profit be earn kar is si sara loss cover kar sakty ho
                               
                            • #584 Collapse

                              Mere khayal k Mutabiq pehli Nakami per dil nahi harna Chaheye.. Q k ye hr business ma hota hai start ma Zaror struggle hoti hai.. Pir Apni hi Ghaltiyo sy sabaq seek jata hai..jb Knowldge aur Experince Ajaye tu pir Us k Baad Less time ma Ap ziyada sy ziyada earning Karo gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Dear forex trade aik aisa business hay k jis may kamyabi aur nakami dono sath hoti han is liay jab kamyabi milti hay to us wakt khushi hoti hay lakin jab nakami mily to us wakt naumeed nahe hona chaiya balkah dobara achay treaky say koshash karni chaiya ta k kamyab ho sakian aur profit kama sakian
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X