phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    yes dear you are right practice makes man perfect... forex k start mai agr apko loss hojaye to is ka mtlb ye nahi k apko har martaba nakami milegi bar bar koshish se manzil mil hi jati hai agr ap bar bar mahnat karenge to phal mil hi jata hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      Dear Forex is a game depend upon our luck,in my opinion ager ham sai tareqay sa kam karay ga to hamay kam hy nakami ka samna karna paray ga lakin ager pher bee nakami ka samna kana paray to bikul har mat man lana kun ka app na wo insect wale story to suni hy ho gy ka "try try again never lose your hurt" kaby na kaby to success milay gee,or sab sa important bat good thinking sa kam kartay rahy to app kamyab rahy ga or jald hy successful Trader ban jai ga.
      • #483 Collapse

        g sahi kaha har jeet to kismat hai llah jaisay chahe izzat de ya zilat dy na he kbi dil harna chahye na khud haro balkay apnay ap ko mazboot kro or socho k kha kami reh gai the to next tym apni glti sudharo or zada mehnat kro gay to inshallah allah kamiyab karay ga...
         
        • #484 Collapse

          forex trading is not only business/trading but a way to learn and interact with other people to know the market with hawek eye. i think it is folish to quit such type of activity in this era. i wana continue it for a long long period of time.
          • #485 Collapse

            Ji nahi jaha bhi ap learning karte hain tu us mai nakamia bhji huti hain laikin agar ap wahi se hat jayn gay tu ap ko bas us nakami kay ilawa kuch nahi mile ga, is liye ap ko chaiye kay concentrated rahain aur apni galtio se seekhty jayn tu nakamian khatam huti jayn gi
            • #486 Collapse

              je haan maray dost insan ko yea bat hamasaha he yar rakhni chaheya ka try try again but all in vain. agar wo is mashwara pay amal karay to zaror kamyab ho sakta hay maray dost chahay wo kam jitna mushkil kam ho maray dost wo hal ho he jata lekin himat nahe harni chaheya
                 
              • #487 Collapse

                han ji bilkul aisa krna bht galt hta ha, aik kaam kro agr nakaam hte hain to usay again karein is se apko experience hga or next time apko issi experience se faida b hoga..
                or yahe experience apko success tk le jaye ga bht jald so never lose your hope.. :)
                • #488 Collapse

                  g han hamen apni pehli nakami py dil nhi harna chahye, balke apni us nakami sy seekh kar usko thk kar k age bharne ki koshish karni chahye, or hum is business main jitna zayda seekhen gain jitni mehnat karen gain hum utne hi kamyaab hongen.
                     
                  • #489 Collapse

                    g bhai jan forex ma start ma thora sa lose to hota hi ha lakin dil chota nahi karna chahiya tray bar bar karni chahiya bar bar tray karny sa zarur kamyab ho jao gy
                    • #490 Collapse

                      bilkul phli nakami pe dil nahi harna chaye insan nakami se buhat kuch seekhta hey mahnat se kam kare INSHALLAH zarur kamyab honge
                      • #491 Collapse

                        No dear agar ap ko forex tarding mein nakami ho jati hay tu ap ko us ki waja se dil ni harna chahye kyon keh nakami he kamyabi ki traf ap ka pehla qadam hota hay es lye hosla aur himat ko bharana chahyee
                        • #492 Collapse

                          hamesha nakam hony par bhi dil nahi harna chahiye kiun ke me bhi last year se is business me try per try karta ja rha hun or loss he loss se do char ho raha hun me himmat harne walon me se nahi hun i am sure aik na aik din kamyab zarur houn ga .
                          • #493 Collapse

                            dosto pahli nakami ki waja say apko preshan honay ki zarorat nahi kuonkay jab tak ham mahnat nahi karaingay jab tak hamay apni kamyabi par zada khushi nahi hogi agar ham aik bar nakam ho gaye to koi bat nahi forex may ak nkami ka matlab nakami nahi hay balkay apni mahnat par pura bharosa rakhna chahye kyon kay mahnat kabhi zaya nahi jati uska result hamesha acha ata hay
                            • #494 Collapse

                              Han bhai wo is waja se karte hain kiyo ke log kafi umeed laga kar trading karte hain jab un koloss hota hai to un ki saari umeedain tootne lagti hain is waja se log is kaam ko chorne ka faisla karte hain....
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                ni bhai blkul b ni dil torna chahye hume phli nakami par qk mre bhai hum koi expert thori hn jo phli bari me successful hojaen galtyn hti rehti hn koi b insaan perfect ni hta hyy to mre bhai hume himmt krni chahye tke hum aage ja kr aur mehnt kr k successful ho sken mre bhai... :)

                                اب آن لائن

                                avatar Ayeza
                                avatar 5Aqsa
                                avatar Basit5
                                avatar Gogii
                                Working...
                                X