phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Dear i agree with you. pehly nakami pr dil nhi harna chahiya. kun ap agr start main dil har gaiy to ap kabi bhi success nhi ho sktay so apny emotion ko control knrna ho ga.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      muhtaram treders bat ye he k ap agar koshish karen ge tu kamyab honge .kai dafa esa hota he k banda first time fail bhe ho jata he but iska har giz ye matlab nai k ap mayoos ho jayen ,ye zrori nai k k apko har dafa fayda mile balk agar ap agr first time loss b hote hen tu apna expiriance ziyada karen our proper learn karen apni mistake ko sahe karen tak dobara ap nakam na hon
      • #333 Collapse

        agr ak acha aur kamyab business man bnna hy tu profit aur loss 2no se guzrna padta hy kbhi bhi dil chota nhi rna chaye himmat aur hoslay se kam letay huey forex ki sahi learning market ki up and down ko dekhtay huey kam krna chaiye
        • #334 Collapse

          nakamii par dil nahi harna chahiyay mai bhi yehi kehtii hoon jo chizain nakami ka sabab bani hai unn ko seekhna chahiyay practice karni chahiyay
           
          • #335 Collapse

            nh bhai jan ap jo bhi kamkarty hai to es ma ap ko pheli bar loss hi hota hai kyu k ap es ma new hoty ho or apko es ka knowledge nhi hota es lye apko es ma dil nhi chorna chaye
             
            • #336 Collapse

              jee han main ap se itfaq kerta hon forex trading aik bohat hi risky business hi jis main ap log asani se raqeem loose ker lete ho liken agar ap achi earn kerna chete hain to ap ko cheye ke achi learning ke bad hi trading ko suruh kero then hi ap trading main kamyab ho sakte ho
               
              • #337 Collapse

                pehli nakaami pe dil nhi haarna chaahye bilkul esa hona chahye kew ke sabr rakhna chahye aur uss reason ko dhoondhna chahye jis se nakaami hwi usse khatam karna chahye .
                   
                • #338 Collapse

                  Yes you are right but it is hard to accept when you receive continuously defeat from the waves of forex and do not able to survive on the beach.
                  • #339 Collapse

                    pehli naakami pe dil nhi haarna chahye bilkul esa nhi karna chahye dill bilkull bhi nhi haarna chahye pehli nakaami pe sabr karna chahye patience rakhna bohat zaroori hai .
                       
                    • #340 Collapse

                      Yeh bhi aik business hay aur app ko har loss aur har nafe ka app ko apne mind setup huna chahye aur app ko is main loss kar ke kam ko chor dena nahi chahye balke app ko is main is loss se kuch sikh kar acha nafa lena ho ga ayeh hi ache trader ki achi baat hay .
                         
                      • #341 Collapse

                        Kaamyaabi aur nakaami to zindagee ka hissa hain phir chahay woh forex ho ya koi aur kaam,is liyay pehli nakaami per he dil haar jana to buzdili hai
                         
                        • #342 Collapse

                          aksar aisa hota hai ke jab hum pehli baar invest karte hain to humara loss ho jata hai but aisa hota hi hai kyun ke starting mein humare pas forex k baare mein itna zeyada knowledge nahi hota aur hum loss kar bethte hain
                           
                          • #343 Collapse

                            Market me har wakt opportunity hoti hai iss liay aap nakami pe himmat na haren or koshish karen kay aap jitna learn ho saky forex kay bary me learn karen. Aik proper strategy design karen usko plan karen, daily ka aik target set karen or apni limits ko cross mat karen, apny level se bahir jany ki koshish na karen. Ye business bohat acha hai is liay isko business samjh kar karen.
                             
                            • #344 Collapse

                              jee han main ap se mutfiq hon forex trading aik profit and loss ka business hi jis main ap log asni se earning bi ker sakte ho iss lye learn kerne ke bad hi ap forex tarding main kamyabi hasil ker sakte ho
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                In first loss we we do not have lose our confidence because we can gain from the forex, but for gaining the we have to get the great number of knowledge and experience, so we should learn very carefully and keep our mind relax, then we can get more profit.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X