phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Nice thread. I also think that we need to control our emotions in every trade in forex. Because emotion can bring a bad luck for us , So we need to control it.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Bilkul jnab forex pay apko bar bar koshesh karnay say he kamyabi milti hay pehli dafa bohat saray log nkam ho jatay hay jin ki bohat si wjohat ho sakti hat ya to wo pesay kam lagaty hayya unhay trade karna he ata barhall forex ko jitna be sekh lo sekhna kbe khtam nhe hota hay is leya sekhtay rehna chaheya.
      • #348 Collapse

        humain pehli nakmi par dil ni chorna chaheya q k bar bar try karny sy hum aik din achy trader bun sakty q k gir kar he sanhmbalta hai jab gir k uthy gy tab he to chalna seekhy gy jab aik bar loss ga tab ahteat sy kary gy
        • #349 Collapse

          g ha q nai insan ko hamesha struggle krni chahya aur apni nakami ki waja maloom krni cahhaya aur jb tak succesful na hu jay tab tak chain se na bethey inshaa allah kamyabi ap k qadam choomey gai
          • #350 Collapse

            merey khayal sey aapp ko chahiye key aap forex trading ko khooob seekey tha key aap ko nakami pey afsoos hee naa karna parhey or agar aap ko nakami bi ho jaye thab bi aap ko apna dil nahi haarna chahiye or apni ghaltion sey sabakdosh ho key trading mey lag jayiye
            • #351 Collapse

              ap ki bt muje bhoot hi achi lgi hai brother forex main ager hum har mann jye to forex hame ni aye ga ager hum forex main try kerte rhe gain to forex main sucessful ker dega aik na aik din hum forex main lakho earn ker rhe hn gain
              • #352 Collapse

                g biilkul ap ko agr first time loss hota hai to ap na umeed nhi chorne blka ap na aur bhi lagan se is ko continue rkhna hai ku ka agr ap new ho to ap ko market main ap abhi expert nhi ho is liya ap loss main gai jab ka waqat ka sath sath ap boht kuch sekh jao ja is trha ap aik din zror successful hon gai
                • #353 Collapse

                  bhai baat aisi hey key pehley aap ko sochna chahiye key jab aap trade kartey hey thab aap ko chahiye key aap ye sochey key is mey profit or loss dono ho saktey hey thab aap ko koi bi chinta nahi hoga loss pey..
                  • #354 Collapse

                    pehli nakaami pe dill haarna i think pehli nakaami pe dill chota nhi karna chaahye aur dill nhi haarna chahye bilkull bhi himmat nhi haarna chahye ye to profit loss to business ka hissa hote hain .
                       
                    • #355 Collapse

                      ye achaa sawal kiya hai ham pehli nakami mein har nahi maanna chahiye ham phir start kar len ge agar hamko pehli nakami mein har mil gayi tab ham dubara se bhi start karein ge..thora dukh hoga lekin forex mein noksaan ho jata hai kabhi faida bhi ho sakta hai.
                      • #356 Collapse

                        yes offcoarse loss to zindagy mein hotay rehtay hain lekin iska matlub ye to nahi kay hum himat he har jayen forex trading mein apko agar loss ho jata hai to usay recover karne mein lagay rahen himat na haren mehnat karen inshallah earning apka muqadar banay gy
                        • #357 Collapse

                          Ji bilkul sahi,jab hum forex trading join krte hain to khud ko mentally prepare rakhna chaiye loss k liye kyunke har bussiness me profits or loss hote hain or agr hum already prepared honge to khud ko trading k liye motivated rakhna easy hoga.
                           
                          • #358 Collapse

                            yes forex trading main app logo ko pehly nakami par dil nahee chorna chayee . forex trading main agar app ko loss hotha hain tu iss loss ke wjaa si hee app forex trading main loss he si app ek achi trader ban sakty ho kiyoo agar ajj app ko is main is jaga loss hotha hain tu app khal app logo ko is jaga main ek acha profit be ho saktha hain
                               
                            • #359 Collapse

                              yer sir i am agree with you and i think nakami ni milegi to success hasil karne ka maza ni aega or kabhi bi jistuju ni hogi us ko pane ki so i think we have to accept our loss to become very good trader here and make some good income here after recover our loss here
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                forex trading is business of profit and loss if you loose money then do not worry you may get profit next time many people loose their money but they do not want to leave money in forex trading because they know this is most profitable business in the world
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X