phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    ye bat tk he ke nakami pe dil chota ne karna chaye agar insan ko nakami na ho to wo kamyab ne ho sakta he jab tak ake trdermarkket me thora bohot lose ne karta jab tak wo ake good trdae ne ban sakta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      yes dear i agree with u zhada tar asa hota ha lekin mein ne dear forex mein boaht loss kiaye hain r mein is mein 1 year,s se work kar rha hon r abi ja ke success start hwi proper lekin mein ne is work ko leave nai kia tabi aj success ho saka hon
      • #363 Collapse

        forex pa nakami ka dil nai karna chayi forex great job for you people can do this work in home forex great job for us people can do this work in home
         
        • #364 Collapse

          Pehli nakaam pe kabhi bhi dil nhi harna chaiiye. Zaroori to nahin har bar humein nakami hi hasil ho. Jab tak humain kamyabi hasil na ho jaye tab tak himat nahin harni chaiye.
           
          awan1
          • #365 Collapse

            ha g ap nae bulkul teak kaha ha kae palhe nakami par dil nai harna chahe khu kae ap ki palhe bar hoti ha or ap ko itna knowledge nai hota to ap ko nukssan ho bi jata ha dil nai torna chahe
             
            • #366 Collapse

              nakami chahey pahli ho ya phir doosri. hmen kbhi bhi apni nakami pr sharminda nhi hona chahey aur na he hmen nakami k bad har man leni chahey. Hmen sirf mehnt he krni chaey.
              • #367 Collapse

                We all face loss in forex market but we should not lose hope because if we working hard consistently then we surely gets much money in forex market and covers our loss confidently so we should not lose hope, it will gives us everything in forex market.
                 
                • #368 Collapse

                  sahee hain forex trading main app logo ko pehly nakami par dil nahee bharna charna chayee kiyoo forex trading ek bohat he acha business hain . agar forex trading main app logo ko is main is jaga loss ho raha hain tu khal app logo ko is main ek bohat he acha profit be mil saka hain . kiyoo forex main app logo ko ahista ashita expereince or knowledge hogha or app is main apni loss ko be cover kar sakty ho
                     
                  • #369 Collapse

                    yes of course we should never lose the heart in loss, because loss is the main thing to gain great knowledge and experience, and loss teaches us good lesson, we can be more experienced due to loss, and seek our mistakes.
                     
                    • #370 Collapse

                      if you face big loss in forex trading then you do not dis heart because this is business of profit and loss so learn well and then open real account and start trading you can earn good money in this way so learn well and earn good from forex trading
                         
                      • #371 Collapse

                        dear pahli nakami py apna dil kabi ni harna chaeay q k jb ap demo py trading krty ho to ap ko campany just learning k liay wo account bna k dyti hy ta k ap traning ly sakty hy or jb ham real account aty hy to ye zrori ni k hamy profit he ho .Ho sakta hy hamy profit ho ya loss but hamy himt ni harni chaeay q k try try again .
                        • #372 Collapse

                          wo kahawat to suni ho gi aap ne "girte hain sheh sawar hi maidan-e-jang mian". agar aap nakam nahi hon ge to aap ko subak kese mile ga. Sabak nahi mile ga to seekhain ge kese aur seekhain ge nahi to jetain ge kese. So dont lose heart when you loose.
                          • #373 Collapse

                            business is like a game jese khel men haar jeet hoti hai is men bhi profit ya loss hota hai agar haar ki wajase khelna chor diya jaye toh yeh buzdili hai theek isi tarhan loss ki wajase forex trading nahi chorni chahye balke try karte rehna chahye
                            • #374 Collapse

                              Brother huma dil nhi chorna chaye agr hum first time forex ko start kart he to hum earn nhi kar pata ye humari apni galtiya hoti he tb hum dil chor kar beth jate he agr ap is ko learn karn ga seeko ga practice karo ga to ku ap ko loss ho ga nhi ho ga profit ho ga ap ko bht hardworking karo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                g nhi ap ko loss k doran apna dil nhi harna chahiye balky us ka samna karna chahiye or apny ap me galti dekhni chahiye k ap se asi kia galti ho gai hai jis se ap ko loss ka samna karna para. Or us galti se faida hasil karna chahiye us ko sahi karny ki koshish karni chahiye ta k ap us galti ko khatam kar k trading se ziada profit gain kar saky.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X