phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    yes i agree agar ap first time loss k bad himmat haar jao gy to ap achy trader nahi ban sakty apko full mind set or strong heart k sath forex trade mein rehna chahye agar apko loss hota hai to ap is mein trade kar k profit b to earn kar sakty ho na simple.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      ji han brother bilkul sahi kaha, aur forex to aik aisa system hai k is main aksar mian nay logon ko sirf aur sirf loss hi kerty dekha hai start main lakin jab experience ona start hota hai to pher profit hi profit hota hai ye is ka system hai.
      • #378 Collapse

        Friends! Forex Market bhi dosrey business ki terah aik proper & detailed business hey. duniya meyn dosry businesses ki terah is meyn bhi Loss hota hey. agar 1-2 bar loss ho to Tension na lien or Relax reh ke business kareyn lakin agar Frequently Loss ho raha ho to apni strategy revisit kareyn or Real Account meyn trading rok ke Demo Accounts pe phir se practice kareyn.
         
        • #379 Collapse

          ak kamyab trader banay k liye forex mani phli nakami se ghabrana nahi chaye ,forex ak best earning way ha.forex ak best online work ha jis main koi cheating nahi ki jati. agar koi trader is main mehnat se kam kra puri knoledge hasil kry to is main kamyabi hasil kr skta ha ,
          • #380 Collapse

            Jee sahi kaha main esi liey to laga huwa hun mainy bhi 900$ ka loss kea hay dill to bohat tha keh chor dun but mainy kaha loss es say huwa hay to nikalo ga bhi esi say so abhi main achi trha seekh raha hun forex trading ko.
             
            • #381 Collapse

              Dear forex trading main failure success ki first step hota hy . Kisi bi business main filure honay ka ya matlb nhi hota kay aap ye business nhi kar skty . Forex Trading aik bohat hi beneficial business hay . hum ko chaheye kay hum apni nakmiyoo ko control karey aur successful ban jaye.
              • #382 Collapse

                mera khayal me jab log nakam hoty hain tu unko try try again zarur karna chahiay magar again wo mistake try nahi karni chahaiy jo pehly ki hoi thi. Apni mistake ko note Karen uss ko samjhen or apni next trading me koshish Karen kay wo repeat na Karen. Ye market humen hamari soch se ziada de sakti hai is liay isko seekh kar Karen. Nakami kamyaabi ki seerdhi hai please dil bardashta na hon or koshish Karen kay khud ko confidence me rakhen.
                 
                • #383 Collapse

                  defenityly agar profit hota he to loss bhi hosakta he, pehli bar agar loss ho jaye to dil harna nai chahiye ye dekhen k mistake kahan hui he, and should learn from ur mistakes, then will definetly earn profit,
                  • #384 Collapse

                    jee han forex trading aik risky business and orr agar ap pehli bar iss main nakam ho jye to ap ko dil nahi chorna cheye kynke is ko learning ke bagar kamyabi nahi hi iss lye ap ko cheye ke learn ker ke hi trade kero then ap asni se kamyab ho gao gye
                       
                    • #385 Collapse

                      forex markit main sab se bara loss wo hai jo loss kar k forex markit ko choor deta hai forex markit ko phle sekhn per kam karen take app profat kar sakhn
                      • #386 Collapse

                        jis tarha pani ka katra musalsal gir kar pathar mai surakh kar deyta hai bilkul issi tarha insan musalsal mehnat bhi usay kamiyabi ki tak lay jatii hai .har say kabhi mayoos nahi hona chahiyay
                         
                        • #387 Collapse

                          yes i agree with you and i think hum ko dil nahi haarna chahye and i think It had been assurance people with monetary overall flexibility if you are by now come to be achievements broker in forex trading
                           
                          • #388 Collapse

                            dear , mayusi gona hai insan ko allah sy na umeed nahe hona chai hai or achy ki umeed rakh ni chai hai bs or ha kosheshe jaree rahy tu forex m nakami kamyabi badal he jahti hai
                            • #389 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                              bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
                              dear ap nay bilkul theek kaha hai k agar ham pehli bar trade kar rahay hain or ham nakam ho jatay hain to hamen dil chota nai karna chaye balk try try again k rule ko follow karna chaye , or apnay work karnay mai aesay methods ko lana chahye jin par amal kar k ham khud ko succes gain karwa saken
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                forex ik risy business hai or start main thoora loss bhi ho sakta hai .is liey agar start main kush loss bhi ho to pechy nahin hatna chahiey or trading ko continue karna chahiey.is tarah hum is main achi earning lay sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X