kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    jee han humari zehni halat humari trading pay depend karti hai agr hum fresh mind k sath trading karty hain to is me hume he faida ho ga aur agar hum bina samjhe he trading karty hain to is me siwae loss k kuch nahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      jee han mere bhai is mein aisa hy ke apko fresh ho kar kam karna ho ga is mein
      koi admi bhi is mein bgair zehni sokon ke kam nhi kar sakta hy
      • #933 Collapse

        g nahi apko is may apna mind bilkul fresh rkhna chay or ap ko is may tab hi kuch zyada profit mill sakt ha or apko is may loss nahi hota ha or a[pko nahi hoga
        • #934 Collapse

          haa mental stress hmari trading py asar andaz zaruur hota. balky mental disturbance hamein koi b kaam nhi krny deti. or trading k liye to dimaag bohot khapana prta ha is liye mental stress zaruur asar andaz kry ga.
          • #935 Collapse

            kabhi bhee nahi kyun keh forex mein aap ka mind fresh hna zaroori hia ta keh aap achi trading ker sakain.tension mein aap jo bhee trading kerain gay us mein loss hnay k chances kafi zayada hotay hain.kyun keh trading k liya puri planing kerni perhti hai tab ja keh aap trade kertay hain.
            • #936 Collapse

              Ji haan mental stress humare bisnuss parr bht asar andaz hoti hy yani jab aapka mind set hi nahi goga bianuss k liye to aap khuwa kitny hi qabil hn aap agar fresh aur stress free mind se kaam nahi karo gy to aapki acha step nahi le sktay ho aur ap k liye ghakat qadam aapko bht nuqsan oounchahty ho
              • #937 Collapse

                jee bhai bilkul hota he achi trading kerne ke lye zaruri he ke mahol suqoon wala hona chahye or mind bilkul fresh hona chahye ishi lye zyada ter log night men trading kerna pasand kerte hen ..
                 
                • #938 Collapse

                  jee han bhai jaan agar koi mind freesh ho ya mentaly freesh ho to wo acha trade kr sakta hay agar koi neend say taza uta ho to wo acha trade nai laga sakta q k es forex keleay expirince ho zarori hay
                  • #939 Collapse

                    You may want to trade in the market, you have to time your trading in forex how to make money trading in the market, the mind must be cooled very good forex trading mentally fresh.
                    • #940 Collapse

                      ji bhai hamare liye behtar hai ke jab ham fresh hon hamara mind fresh ho to hi trading karein kiun ke jab mind fresh hota hai to trading ke duran sirif trading ki soch hi hoti hai.
                      • #941 Collapse

                        forex trading ek business hy or forex min app apny business kow apny mind sy chala sakty hin or business min app profit min lany ki leye apny mind kow fresh or stress sy dor rakhy or kholy demag sy business kary.
                        • #942 Collapse

                          haan jee bilkul mentall stress aap ki trading me bhtt buraa effect dalta hai kyun key ager aap mentally sstress le key kaam kren gy tou aap trading key decision sahi nai le paien gy
                          • #943 Collapse

                            dost hamare liye behtar hai ke jab ham fresh hon hamara mind fresh ho to hi trading karein kiun ke jab mind fresh hota hai to trading ke duran sirif trading ki soch hi hoti hai...
                            • #944 Collapse

                              Bilkul g life main aap kisi bhi field main hon jab tak aap ka mind fresh aur tension free nahi ho jata aap woh kam achy dhan\g sa nahi kar sakty so as it forex jab ap par bohat ziada streess ho ga aap achi trading nahi kar pao gay aur is tarha bohat bara loss honay k bhi chances hain !!
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                jee bilkul yay acha khasa asar andaz hota hai or aik mind streesd bnda kabi achi trading nahi kar skta kiu kay uska dihan us time kahi or par hota hai jis ki wajh se wo sahi tawajo nahi day pata or aksar tradind meiin nuksan uthata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X