kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Yes trading to bht sensitive job bhi hay aur game bhi agr bht ziyada stress kay sath play kary gay to ap profit ko loss kar dey may be kiyu kay stress ki waja sa ap negative side par Bid ya Ask lay laga dey jis sa apko loss ho jai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Bilkul janab is main koi shak nahin hey aur forex trading ko hamen always fresh mind ke sath hi karna hota hey tab hi hum is main achi trha se successful ho saktey hain aur acha profit hasil kar saktey hain.
       
      • #183 Collapse

        mare raye hai ky g bilkul agr ap mentally pareshan hain tu is ki waja sy yay apki trading py zror asar andaz ho ga, forex trading ka kam open mind ky sath krana acha hota hai is sy yay faida ho ga ky hum ghalat decision lainy sy bach jaen gy aur trader agr mentally stress ho ga tu loss bear krny ky chances bhi ziada ho ga.
        • #184 Collapse

          yes I think kay jub hum mental stress ya kese pressure me hoty hy tho per us waqt hum shayd achi terha market ko na jaan saky esly us waqt trade krna shayd hamary ley behtar na hon.
           
          • #185 Collapse

            Bilkul janab apki bat sahi hey hamen kabhi bhi forex main mental streess work nahin karna chahiye aur agar hum aisa kartey hain to phir hum kabhi bhi forex main achi trha se successful nahin ho saktey hain aur hamen is main always fresh mind ke work karna chahiye .
               
            • #186 Collapse

              ji ha agir app preshan hu gay tu app achi trha trade open nahee kar saktay agir open ke be hu gi tu app apna deyan wha nahee day paee gay aur loss kar jaee gay apni sari investment ham ko hazer dmag reh kar trade open karna hu gi.
              • #187 Collapse

                g han bhai ap ne bilkul theek kha hai is mai ap ko jitna b ho saky hai mental stress mai nhn aana chae hai is mai ap jitna chae utna he zaida profit gain kar sakty hai jo k ap k liya best hai
                • #188 Collapse

                  g bikul maental strees hamre trding ma asr nadz hota ha fore ak bt risky businees haar hm strees ma reh kr trding krn ga to kbe kmeyb nae hosakty hyn is lye trding ka waqt strees ko mind ma narakyn.
                   
                  • #189 Collapse

                    g bilkul ap ka mantel focus b hona chahe tabi ap trading main successful raho kyun k ap ki ak galat trade ap ko kafi loss dy sakta ha. jasay k ap ny sell place karni ha aap sakta mahi oh jaga lakin galti sy buy place ho jay to wo b ap ko kafi loss dy sakti ha.
                    • #190 Collapse

                      no i do not think so that a mentally stressed trader can trade in a better way or he will place his order with very carefully and he weill earn so it's not possible earning and loss is totally depend your mind that what you have your mind while you are trading if tension depression then no good trading only good lose your fate and it's very confrim
                       
                      • #191 Collapse

                        yeh aik haqeeqat hey ke mental stress forex trading meyn apki transactions pe asar'andaz hota hey or yeh apko forex meyn nuqsan pohancha sakta hey. humari routine life meyn humara personal stress humary business pe bohat zyada affect hota hey or yeh to pir bohat risky business hey. aap achi transactions ke sath 1 din meyn 500$ se 2000$ tak ja sakty heyn lakin stress ki wajah se is amount ko 0 bhi ker sakty heyn.
                        • #192 Collapse

                          Trade ko easily mind se krna chiye stress to her wqt insaan k sath ha jb b ap koi kam krte hain to dimage pe zoor dete hain lekin apko cool mind or emotion ko control krne ki salahiat honi chiye tab hi ap achay se trade kr skain gay us k elawa kuch nhi
                          • #193 Collapse

                            mara bhai muja to lagta ha ka g ha hoti ha muja lagta ha mental strees ka bgar trade karna na mumkin ha ham kamyab nhi ho sakta ager ham kamyab hona chata ha to hama zada sa zada free of mind trade karni chaea.
                               
                            • #194 Collapse

                              salam my dear brother ap ka sawal bohot acha hai our mare kheyal main ap ki bat bilkul sai hai ager insan mentali sai nai hai to us ka focus trading per se hat jata hai us ko kam asar andaz ho sakta hai our woh profit ki jaga losss main b ja sakta hai insan jab mentali distrb hota hai to market ka analysis sai tara se nai kar pata jis ki waja sa kam par asar pharta hai our loss hota hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Mere bahi Forex trading business mein aik achi trade kerne k liye aik ache mind ka hona bhi zarori hai is liye humain apne mind ko fresh rakhna chahye.aur free ho ker trading kerni chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X