trade in one pair vs trade in many?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    forex trading main koye be pabande nahee hain is main agar app chaho tu is main app ek pair main be tradiing kar sakty ho or agar app is main chaho tu is main app all pair main be trading kar k is main acha profit earn kar sakty ho par agar app forex trading main new ho tu app logo ko chayee k app is main kam pair main kaam karo or profit earn karo
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      yaar yeh app pr depend krta ha kah app apne app ko kitna vast kr skte ho aur app ka pas kitne investment ha kah app us ko kis hadh tk diversify kr lo ge, magar agar app aik pair sa zada pr work karo ge to phir app ko grip krne mn problem hi nhi balke time bhi zada lage ga kiyn kah phir app ko 2 sa zada countries ki economy pr nazar rakhne hogi
      • #228 Collapse

        har trader ke apne strategy hoty he aur os strategy ke bunyad par he trading karte he brother so har curency me har koi expert hote he single curency me muje zyada knowledge euro and usd me
        • #229 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: usman007 پيغام ديکھيے
          Forex market me meray khyal say best pair EUR/USD hai.Or hamay sirf one pair me hi trade karni chahye.Ziada pairs me agar hum trade karen gay tu cross trade bhi ho sakti hai.Jis say hamay big loss ho sakta hai..
          Han bhai sahi kaha ap ne hio sake to hume sirf aik hi pair par trading karni chayye aur meri nazar me sab se best pair hai EUR/USD is se kafi profit aata hai me khud ziyada isi pair par trade karta hon...
             
          • #230 Collapse

            ye to market ki situation par depend karta hay.kabi different pairs main trade karna suitable hota hey aour kabi aik hee pair main ziada volume ke trade karna behter hota hey.
            • #231 Collapse

              forex trading business mein ager tou aap aik hi pair per trading ko kerien gay tou mein yeh samjhta hoon hum achi trading ko easily ker lein gay ziyada pairs per hum loss ko manage nahi ker paatey hain.
              • #232 Collapse

                mere khayal main bajaye k aap different pairs pr trade kro kisi 1 ya 2 ya maximum 3 pairs ko choose kr lo or in pr he focus raho kisi or pairs pr mat socho bus jo chose kr liya hain in r he mehnat kro then mere khayal se ye best bhi hai or aap in se acha profit bhi earn kr sakty ho
                   
                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                • #233 Collapse

                  mere khayal main ap ko single pair main trade kerni ho gi then hi ap iss main kamyab ho sakoo gye agar ap aik se zyd pair main kam kero gye to ap ko loss ho sakta hi aik se zyd pair ko control kerna muskil hi
                  • #234 Collapse

                    Generally speaking you should trade one of the major currency pairs, you should do it at the time that other traders are trading that pair and you should not spread yourself too thin by trading more than one or two currency pairs.
                    • #235 Collapse

                      brother is ka khas mugy nahi pta hy lekin mein aik time aik hi pair mein tarding karta hun is mein mugy us ko samjny mein mushkil nahi lagti hy aur mein us ko proper sy kar sakta hun to hum ko aik hi time aik hi pair mein trading karna chahye.
                      • #236 Collapse

                        it is good to have a favourite currency pair for trading. the currency pair I have chosen is EURJPY and the pair is a very liquid one. It fives me chance to monitor the day to day movements of the currency and every moves can be predicted. confussion sets in when a trader is trading more than one pair at a time, he will not be able to study and analyse the market during planning.
                        • #237 Collapse

                          I think trading with many pairs is good for us. Because if any pair moves down the other help me to recover the loss.
                          • #238 Collapse

                            my dear ap ne acha thread post kia ha ma tu yeh kaho ga hame only ak he pair par trade karni chahye jab ham ak he pair par trade kare gay tu hame us ki movement ka pata chal jae ga aur hame pata ho ga k market ab kia kre gi yani hame ak aesa pair select kar lena chahiye jis ki volatility zeyada ho aur jis pe spread kam ho tu mere kehyal se EURUSD best pair ha
                            • #239 Collapse

                              bhai ji hamin forex tradeing me ziada tar us pair me tradeing karni chahiey jis ki movemint markeet me ziada hoti hy jitni ziada movement ziada ho gi utna ziada earning karny ky chance ziada hoty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                tarde kesi aik pair per kerna chiye ager ap part time tarder hai tu khoe ky aik pair ko ap zayda smaj ajye gy but ager ap full time forex trading kerte ho tu per 3 sy 4 pair per work kero tha ky kesi be pair per tarde postive main open ker do

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X