trade in one pair vs trade in many?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    dekhen agar koi experience insan hai jis ne forex par aik do saal se ziada kam kia hai tou wo agar ziada pairs par bhi trading karta hai tou koi harj nahi hai lekin wo log jo beginners hai initial stages par hai unhein chahiye k wo aik he pair par study kar k usi par kam karain ye better rehta hai new members k liye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      forex main kaam kartay howay kosis karay es main small volume se trading karay aur es main greedy aur jaldbazi na karay aap k liye easy ho ga aur es main mind se trading karay
       
      • #978 Collapse

        the system can not run properly without coupled with good money management anyway, so it is very important we learn money management system in this trade
         
        • #979 Collapse

          je main ap ke bat se agre karta hon kah jab bhe ham log forex market main trading karen to hamin chae kah ham log sirf ak pair main trading karen .jis main hamin yaqeen ho kah as main hamin profit hasel ho sakta h .hamin zyada pair main trading nahe karna chae .kunkah zyada pair main trading karne se hamin loss ho sakta h as lae ak time main sirf ak pair main trading karen jis main ap ko yaqeen ho kay ye pair ap ko profit de sakta h.
          • #980 Collapse

            trade ap karen to aik pair par hi karen baar baarb or or pairs par trade na karen kyun k ham jab opreon pe trade karenge to ham aik sath or pair ko shai trah analyse nahi kar payenge isi liay apko iak pair par trade karni chahiay or usi k baray main achi trah analyse karne seekhen.
            • #981 Collapse

              hum jab aik parir main trading karty hainto huamin trading main loss b ho sakta ahy or haumin trading main agr aik say ziada pairs main trading karty hain to haumin trading main kafi acha profit hasil ho sakta hay or huamin trading main aik pair main loss ho rah ho to hum dosry pair main profit hasil kar sakty hain
              • #982 Collapse

                Mery khyal main humay sab pairs ko watch karna chahiey kyun khe har time aik pair par achi trade nahi milti balkeh sab ko daikhty say humary pass ziada chance hotay hay keh kisi bhi pair par achi trade mil jaye aur market say earn kar saky
                • #983 Collapse

                  forex main ek pair per trade karna he best hain zayda pair ko hum samaj nahi sakte hain is waja sa agar hum ek pair per he focus karye to best rahe ga us ki market ko hum samaj be sakte hain aur ek pair ki market main trade kar ka hum us main expert be ho sakte hain
                  • #984 Collapse

                    bhai trading aik pair per he karni chahiye zyada per nhi karni chahiye agar zyada per trading karo ge aik sath or aap naye trader ho to definitely aap confuse ho ar loss kar jao ge is se better hai ke aik pair per aik he time me trade karen .
                    • #985 Collapse

                      G janab trading mai agar ap ko axha pair mill jaiy tu ap ko bht kuch faida hasil ho skta hy or traders ky liyay lazmi hy ky woh trading mai apny liyay bahtreen earning hasil kr sky.
                      • #986 Collapse

                        main sirf gold per trading karta hoon q kay woo bohat acha pair hai q kay uss ki movment bohat achi hai es lye woo bohat acha pair hai us per earning zyada hooti hai,..,.
                        • #987 Collapse

                          I think we should trade in one pair to go with, in outset I would never apprise the traders to switch in aggregate currency pairs but place with one twain and modify their analysis in the particularized arrange because if they go for much pairs due to rapacity they would definitely be in loss.
                          • #988 Collapse

                            koi ek hi pair main trade karna bohat zarori hai jis main apko confirm pata ho market trend ka kyon ke some other currency pairs par trade karne se apka mind bhi disturb hoga can be lye main suggest karonga ke ap ek pair se trade karo.
                            • #989 Collapse

                              G bhai apne thk sawal pucha hai lekin mere khayl se toh EUR/USD hai or majors currancies hain q k is ki market bht speed mein movement krti hai or is mein ziada mehnat nhi hai..........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                Forex trading mein ap ko aik pair par nhi balke ap ko forex trading mein sab pair ka knowledge rakhna ho ga aur is k barye mein janna ho ga agr hum aik se ziada pair par traning karen gay tu hum aik pair se jo loss ho ga wo dosry pair se cover kar sakty han is liye hum ko aik pair se ziada pair par traning karni cahaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X