kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
    kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han
    my dear friend g hain ager hum apne target ko kam rakhinge tu zahir bat hai k hm loss se bach sakte hai dost q k is tarah
    hm risk nahi lenge to pir to loss nahi ho ga dost forex mai ap ko trading kerne se pehle risk management k liye pori planning
    ker leni chahiye or target ko low rahne chahiye dost
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      Yes app ko har di app ka apna target hi nahi mil sakta haya is ki waja syeh hay ke app ko har din market apni marzi se movement karti hay aur app ko jo bhi nafa kam ya zada milta hay is ko app le lo app ko next time mil jye ga . App ko loss se bachna ho ga .
         
      • #288 Collapse

        forex trading main agar app chaty ho k app ko is main ek loss nahee ho or app ko is main ek success full trading be ban jawo tu app ko is main apni ander si lalach ko katam karna hogha or app ko is main apni emotion ko be cantrol karna h ogha . tu is tara app forex traidng main loss si bach sakty ho or app ko is main koye be problem nahe hogha
           
        • #289 Collapse

          g mere khyal mai to yeh bat bilkul thk hai. agar hum apna target low pe ly aty hain to hamara loss b itna he kam hota hai. aur agr hum target bharha dn to hamara loss bhar skta hai is liye wisely humy kam krna chahiye aur apna target kam kr k trade krna chahiye.
          • #290 Collapse

            har ak ko pata hota ha ky wo keta earn kar sakta ha is leay hamain chahey ky ham jeta earn kar sakty han otna he target rakhain agar zayada rakhain gy to hamain loss ho ga profit kam he ho ga
            • #291 Collapse

              han g bilkul agar hum forex trading main apne liye aik low lot se trade kartey hain aur is main apne liye aik acha target set kartey hain aur kabhi bhi is main greedy nahin bantey hain to phir hum zaroor loss se bach saktey hain.
                 
              • #292 Collapse

                g han ham ap trad ka kam kar ka loss ko bacha saktey hai ager ap k pass trade ka barey main skill achi hai to ap big trade kar ka big profit kama saktey hain othrwise ap ko loss ho sakta hai
                • #293 Collapse

                  mery khial main bilkul bach sakty hian ku k agr ap target chota rakhain gy to app behter tareky sy kaam ker sakaingy ku ye apka account loss main jany sy apko bacha leta ha jab k app ki recovery b ho jati ha
                  • #294 Collapse

                    we have to need a target and by the good target we will be make a good profit and this is the best important for our trade and i will be make good by the long time trade and this is the best one for make good by the forex trade and this is the best one
                    • #295 Collapse

                      g haan me se bath ko esly manta hun q k kuch trader apny ley har din ixed target ley huy hoty hy. oor wo small pips ya profit ko accpet nahi kerty. jis me ziada tar time yeh hota hy k wo small pips bhe unse chaly jaty hy oor unko loss hota h.y..
                         
                      • #296 Collapse

                        my dear froiend app ny acha sawal kai hy forex froum ma app trading kar rhy han to app ko chahy k app target ko thik rakhin q k agr app apna kaam thik sy nai karin gy too app ko loss hi ho ga lykin targat k sath sath app ko markit ka b khyal rakhna boht zarori hy ,,,,,,,
                        • #297 Collapse

                          g han janab agar ap target kisi limit k sath rakhen ge and ye tabhi hoga jab ap me lalach na ho .kiun ziyada lalach apko le dobta he .our jitna kam target rakh k ap kam karen ge otna win karen ge kiun k ye eak risky bussness he so ap koshish karen k kam target rakhen our apni qabliyat k sath isko barate jayen
                          • #298 Collapse

                            han g bilkul agar hum forex main ziada lalach nahin kartey hain aur is main always apne liye small profit ka target banatye hain to phir hum is main zaroor successful ho saktey hain.
                               
                            • #299 Collapse

                              je haan maray dost is ka leya maray dost insan ko chaheya kay kay wo apnay target ko jab kam karay ga to wo greed ki taruf nahe jaya gay aur jab greed ki taruf nahe jaya ga to us ko koe bhi problam nahe ho ge janab je phir loss say bacha jaya ga
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                ji han bilkul mere khayal se ham bilkul se loss se bach sakte hai our agar ham trading achchi tarah se karein to ham bach sakte hai toh hamein loss nahi hoga our ham apna target ko limit se ziyada nahi hona chahiye toh ham ko loss nahi hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X