kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    ji bhai agar aap kam profit pe hi settle ho ja te hain aur zyada profit ke liye lalach nahi karte to yakeenan aap kamiab hote hain isi tarah karte rahe to loss se bache raho ge aur din ka target bhi sukoon se hasil ho jae ga.
       
    FOREX PAK FORUM FOREVER
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      G han hum jitna kam target set kar ke trading karen ge hum utna loss se bach sakte hain agar hum ziyada target set kar ke trading karen to hume loss bhi ho sakta hai is liye hume kam se kam target set kar ke trading karni chayye.
         
      • #138 Collapse

        ap ziyada risk nai le gay to phir ap ko loss bi nai ho ga forex may trading karne say pahle ap ko risk management kay liye pori planning kar leni chahiye. tho hum sob bohat kam korti hai or kamm ki doran bohat kuch wrong bhi kar tay hai isi liye target kam ham log loss se bach saytay hai . or yeha bath safe loss ki nahi hai lalach ki bhi hai.
        • #139 Collapse

          Ji bilkul dear hum apna target kam rakhne se loss se bach sakte hein aur kam target ho ga to agar loss bi ho ga to kam ho ga so hamein chahiye k start mein to kam hi rakhein target phir experience k sath sath target zyada krein.
          • #140 Collapse

            target ka kuch nahe pata hota agar ap apna target ko trend ko daktay howa samjay tu kafe thek raha ga es say app apne take profit ko kam jada ker saktay hai aur es k sath sath stop loss bhe laga saktay hai.
            • #141 Collapse

              Ji haan bilkul agar hum apna target kum rakhain to hum forex main loss say bach sakty hain or har forex trader ko chaheay k apna target shru main kum rakhy taky risk bhi kum ho or baad main thora bohat experience gain karny k bad slowly and gradually apny target ko barha lena chaheay taky earn ziada ho
              • #142 Collapse

                forex k bisiness main profit aur loss to aik hisa hain aur jo loss anhe krta main nahe smajhte k wo aik acha business man ya acha tarder ban sakta hai because hum apni mistake se he sabq hasil karty aur sikhtay hain is leay agar hum loss se bachna cahehaty hain to humain cheheay k hum lalach na kray aur utne deal lagay jitne hum ko faida day skay
                • #143 Collapse

                  yes my friend this is the very good way to protect from the losses if you will do this then you will easily make the profit and no doubt this profit will be the low but you will protect from the loss yourself this is not the bad idea this is the good and the best idea you should apply
                   
                  • #144 Collapse

                    g han hum aysa ker ke loss se bach skte hain aur bhi kafi tarike hain jis se hum loss se bach skte hain jesa ke hum greed ko control ker ke loss se bach skte hain
                    • #145 Collapse

                      yes my dear forex trading me kam lot size use kr k hm loss se bach sakte hen forex trading men big lot size se big loss k chances hote hen or isi trah profit b zeyada hota he lekin agr hm kam lot size use kren gen to hamare liye acha he is se loss k chances bohat kam ho jate hen
                      • #146 Collapse

                        ap ko trading krne sse pehlee risk management k lie posri planing kr leni chahye,ap chahy apna target kam karo yan phir ehtiyat karo par loss kay chence hoty hi hein bas aap ko apny kaam mein improvment lani hai
                           
                        • #147 Collapse

                          G han ap loss se buch saktay hein agar ap ka take profit kam hoga to, yani ap trade lagaty hein to stop loss 40pips rakhty hein or ap ka take profit bhe 40pips he agar martet ap k profit ki taraf 20pips move karti he or pher stop loss hit karti he agar take profit kam hota to loss ki bajay ap ko profit hota.
                             
                          • #148 Collapse

                            aap chahy apna target kam karo yan phir ehtiyat karo par loss kay chence hoty hi hein,ap ko loss kam hoga agar ap zyda rako and loss karo
                             
                            • #149 Collapse

                              ji haan dear agar ap lachi nahi aur ap k pass knwlede hoo toh ap easily earn kar sakty ho aur lose b nahi kar sakty bas apko greedy nahi hona chayeh aur achi knowledge gain karni chayeh forex bsuiness k barey main
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                mare dost app ka sawal bohot bohot hi acha ha me app se agree karta ho ky app forex trading business market me apan target kam rakh ky apany ap ko loss se bach sakta han mare dost is me koi shak ni mare dost.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X