kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    han g agr hm apna target km rakhen ge to zahir si baat ha hm loss se bach jay ge q k is tra hm risk nahi len ge to phr loss b nahi ho ga forex .....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      ji bro apne bht achi bat krdi and me abhi is par new ho apne target ko low rakh kr tread krta ho and acha profit hasil krta ho and loss profit dono hi hota hai har business me agar mehnat kry gay ziada profit hoga.........
      • #708 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
        kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han
        bilkul kiyu k some time many trader greed ki wja se loss krtey hai jub trader greedy nhi ho ga to profit hasil krney k chance ziayda ho ge . aur profit small target ho ya big lekin hasil forex skills se hi hota hai.
         
        • #709 Collapse

          g ji boss ya bhot zarori hai ka hum forex threding mai ak limeted working karsakt hain matlab thora kaam kar kay or who bhi proper tariqa say aghar proper hani kary gay to loss to hona hi haga na loss or profit bhi ak business ka bhot hi khass hisa hain ya baat humy nahi bhol ni chiya.
          • #710 Collapse

            good question dear g ha hum apne target ko kam rakh kar loss se bach sakte hai kyu ke agar hume kam target rakh kar trading kare ge to humus ko thek tarah se soch samjh kar kar sakte hai or is ko easiily kar sakte hai or loss se bi bach sakte hai
            • #711 Collapse

              i think no kio kay apkay target kam hongey tw ap acha sa achive nai karsktay or na hi itni success milti hey koshish karo target big set karo
              • #712 Collapse

                low targets are not a sheild against losses and it is never a wise approach since low targets make a trader ignore very good opportunitites due to being defensive in nature.
                • #713 Collapse

                  g dost easa hi hy, agar ap apna target kam rakhein gy to ap ka loss bhi kam ho ga lekin us sy ap ka profit bhi kam hi ho ga, agar ap apna target ziada rakhein gy to ap ko loss ziada ho ga magar profit bhi ziada hi ho ga
                  • #714 Collapse

                    ap ki bat bilkul thek ha jab hum zyada kamany ki lalch krty ha aur apna daily ka target zyada rakhty ha tabi hum loss my jaty ha .agr hum thora target rakhy aur zyada ki lalch na kry to bary loss se bach sakty ha.
                    • #715 Collapse

                      loss ko rhok na ki lyea app ko experience or knowledge ko barana hai ku ki forex busienss main experience ki kimat sab se jiada hai . app target ko kam kar ke loss ko kam kar sakta hai ku ki app jiada loss karenga to app ki capital kho jayeaga busienss se.
                      • #716 Collapse

                        meri rai maa jitna bara target itna profit or loss hotaa haa iss lia maa kahtaa ho kaa aap ko trading maa chotaa target Rdahkna chahia haa pr aap na iss maa zhihada loss nahi laa gaa ya aap iss saa profit ka chances bhi bar jataahaa
                         
                        • #717 Collapse

                          mara tu khal mein agar hum apni profit ko target ko kam karta hain tu hum loss se bhi bech jata hain kyun k forex mein aksar easa hota hain k aik trader ko jab profit hoti hai tu wo ziada profit ko take karna chata hai aur aik time wo bhi ata hai k us ki jo bhi profit hoti hai wo loss mein chali jati hai.
                             
                          • #718 Collapse

                            forex ak aisa business ha log zada kamane k chakr ma apne pehle se earn kia hoa bhi kho dyte ha bs isi lie woh loss uthathe ha insan ko jtna kama ly earn kr ly thora ha us k lie q k insan ki nature ma greedy ha kum lagao investment or kum loss hoga yes bilkul humy is business me greed se avoid karna chahye q k humy is business me loss isi waja se hi hota han k hum is business m greed boht karty han agar hum is busienss me greed na kary to hum acha earn kar sakty han.
                            • #719 Collapse

                              ji haan hum apne traget ko kam rakh kar loss kar sakte hain us ke liye hamain sab se market level chek karnahota hai trading aik online bussiness hia jis mai ap ne har taraf dhiaan deena hota hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                g bilkul loss se bachny ka yehi tareeq hy ke ap apna target kam rakhain aur laalach me aa kar bahut zyada trades open na karain aur aur kam volume ki trades lagany se bi nuqsaan se bacha ja sakta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X