kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    meri rai maa aapko chhia kaa aap ana target small rakha or ham iss tara loss saa bacshaktaa haa or hama agar ham aapna target chotaa raknaa chihaa or aap ko prodit bhe ho shaktaa hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      ji Han hum apna Profit ko Kam Kar Ka Loss Kam Kar Saktay Hain.Balkay Loss Ka chance 90 percent Khatam Ho Saktay Hain .01 volume par 50 Pips ka profit app ko Loss Nahi Kara Sakta ha Aur App Ko .50 Doller Ka Profit Da Sakta HA.
      • #663 Collapse

        han jee aisa mumkin hay kay ham khud koi target set ker den is tara hamari twaja aik jaga ho jati hay or loss say bacha ja sakta hay
        • #664 Collapse

          bhai i think mujhy lagta hay nahi agar ap target kam rakhain tu tab bhe agar ap ke strategy tehk nhn ho ge tu ap khud ko loss sa nhn bacha sakty, loss sa bachny ka ly apna target ziada rhekn us sa ya ho ga k kuch trade loss kren gy kuch proift, tu target ap ka ya ho k average mein ap ko profit ay....
          • #665 Collapse

            agr aap apna target kam ker lo or small lot size use kerte huwe trading karo tou aap apna loss kam ker sakte hai.aap aisa kr nahi saktay bal k aap jab aisa karo gy to aap ka risk level b yakeenan kam ho ga or loss ka level b kam ho ga.
            • #666 Collapse

              g han agr ap apna target kam rkhen gy to loss sy bach skty hn q k target hit hony k chances stop loss sy ziada ho jaty hn maesh apna profit set stop loss double rkhen ta k ap ka profit hit hony k chances ziada hon na k set loss hit k
              • #667 Collapse

                dear forex main loss sa bachana ek ya bahi tarika hai ka ap kam lot size sa kam kara but agara apka pas good trading plan hai tu ap zaiyda lot size ka stah bhi safe trading kar skate ha .
                • #668 Collapse

                  jee han kr skta hain pr ap ko chaiya keh apni planing ko apn market aur apna balance ka mutabiq rakhoo aur acha sa apni trading karoo apna balance ko mada nzr rakhta hua yeh ap ko kafii had tak kam dayy ga..!!!
                  • #669 Collapse

                    G han bilkul yeh baat durust hai k apny aap ko loss sy bachany k liye aap ko apna target kam rakhna chahiye agar aap k pass zayada points hain to aap ko money management technique use karty huwy kam paisy invest karny chahiye tak aap ko loss kam ho aur zayada risk bhi na ho.
                    • #670 Collapse

                      gmeray mutabiq ghum apna target profit ka kaam rakhay tou hum loss se bech saktay hai kyun k FOREX main lalach greedy attitude se bohatl hota hai es liye patience rakhni chahie aur kaam target profit ka set kar k loss se bachna chahiye hai.
                      • #671 Collapse

                        muja to asa nahi lagta hai ki app apni apko target ko kam karke loss se bas sakta hai lakin app agar invest kare to app ko loss bhi kam hoga lakin yea to ko problem ki solution na hi hai ku ki is se app ko profit bhi nahi hoga .
                        • #672 Collapse

                          sahi kaha ager hum nay high target set kia ho ga toh us target ko achieve karna bhi bohat mushkil ho jaye ga aur us target tak pohanchnay kay liye humain kafi mehnat karna paray gee islye target ko less kar lena chahye
                          • #673 Collapse

                            haan ye loss se bachne ka acha tarika he. ziyada target rakhne se jahan fayda ziyada hota he wahan loss ka chance bhi barh jata he. mgr target km ya ziyada rakhne se v eham baat ye he ke hm market ko samjhen or or market or trends ke mutabik trade karen.
                             
                            • #674 Collapse

                              Jee haan agar hum apna target kam se kam set karen ge to hume loss bhi kam hone ke chances hon ge hum jitna ziyada target set karte hain hume utna hi loss hone ka andesha hota hai is liye hume kam target set kar ke hi trading karni chayye.....
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                jee kyun k main ne dekh hai k forex mein bhut ziada log ko forex mein jab profit hoti hai tu wo us profit ko take nahi karta hain aur wait karta hain k hum ko ziada profit ko get karna tu aik time wo bhi ata hain k wo he profit loss mein chali jati hai iss liya forex mein profit ko target kam kar k bhi loss se hum bech skta hain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X