kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2206 Collapse

    nahi mera nahi khyal target se loss ke kam hone men koi fraq pare ga is se to ap ka profit bhi kam ho jaega is ka behtar ye he ke ap pehle is ko learn karen then ap ko loss nahi ho ga bilkul bhi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2207 Collapse

      forex mai lalach nai karna chaye q k yai ham khud k sath zyadti kar rahay hotay hain , dear hasmen forex par trading bilkul sabro tasham,l say or apni neaed k mutak hi karni chahye
      • #2208 Collapse

        forex market ma greedy huna hi loss ka sab sey bara sabab huta hey kun profit mil rha huta hey or ham profit ko accept nahi krty kun k ham greedy hu jaty hen
        • #2209 Collapse

          target ki b apni e ek importance hy bt jb tk ap easy ho kr risk nai lia gai ap tb tk forex trading nai kr skty hy . ho skta hy k ap n jitna target set kiya hy utna apko loss ho jai is lia zrori hy k strategy or trend ko target bnai t k profit earn kr sky
          • #2210 Collapse

            Agar hum money management karain or apna daily profit kam kar lain to humain trade bhi kum lagani parain gi or risk bhi kam ho jaye ga. Greed hamaisha loss hi karwati hai isliye greed say avoid karna chahye. is k ilawa loss say bachny kay liye learning say trade karain ta kay loss kay chances or bhi kam ho jain.
            • #2211 Collapse

              my dear friend agar ap target kam rakhte hain to aap ahista ahista loss se bach sakte hain is wajha se kehta hon prectis karoo demo par samjh ajaye gi
              • #2212 Collapse

                G agr hum forex trading mein trading karty howy aur apna target set karty han aur apna target kam rakhty han tu buht had tak loss se bach sakty han is ki waja ye hy k agr hum apna target kam rakhen gay aur target ko hasil kar liya jaye tu phr trading na ki jaye tu phr loss nhi ho ga
                • #2213 Collapse

                  Is baat men koi shaq naheen kay forex trading ek online world wide business jahan par log trading kartay hen aur profit kamatay hen aur ye kay humen chaheye kay hum apna target kam rakh kar loss say bach saktay hen
                   
                  • #2214 Collapse

                    han ji target ko kam rakh kar kaam kiya jaye to loss se bilkul aap bach sakte hain or loss bhi kam hone lag jate hain or profits aap ke increase hone lag jate hain bas aap ko karna yeh chahiye ke aap apne target ko limited kar len or greed se bach kar trading karen .
                    • #2215 Collapse

                      sir maray khyal say humain forex trading main kisi target per kam nahi karna chahyie bilekh low risk per kam karna chahayie and trend ko follow kar kay jetni earning ho sakay accept karni chahyie, target say greed ho jati hay, jes say loss hota hay.
                      • #2216 Collapse

                        Dear hmen is business me hmeshah target kam kar k kam karna chahe kyun k is tarah hm is business me kam karty hain tu hm loss se bach skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah target ko kam kar k hi is business me kam kiaa kareehm hmeshah
                        • #2217 Collapse

                          ji bilkul agar ham apna target kam rakhte hen to loss se bach sakte hen. trade to hai he profit and loss ka khel. kam target se loss b kam hoga. is k liye behter he k aap trading ko achi tarah seekh k kam target pe trading ker k apne experience barhaiye then bare target ki taraf jaiye but not with greed.
                          • #2218 Collapse

                            this is not good we should now the reason of losses the careful about this dont be less your target to less to loss . updated from the forex market and make the investment very careful and do not make very un expected conditnos
                            • #2219 Collapse

                              ji han hum agr apna target ko munasib rkhyn lalch na kryn to hum loss se bch skty hain . dosry lfzo me loss ki asal wja hi lalch hoti hai . humy sabr o tahamal ky sath lalch se bch kr trading krni chye.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2220 Collapse

                                jnab hum jab trading karty hain to haumain is main apna target apny experience kay mutabik ho set karna hota hay kun kay humain trading main loss b ho sakta hay or haumin is main experience ki bina par hi profit hasil hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X